डिप्रेशन के लक्षण और इलाज क्या हैं ? Depression symptoms and treatment #drpraveentripathi

Dr. Praveen Tripathi
Dr. Praveen Tripathi
442.3 هزار بار بازدید - 5 سال پیش - डिप्रेशन के लक्षण और इलाज
डिप्रेशन के लक्षण और इलाज क्या हैं ? Depression symptoms and treatment #drpraveentripathi

Iss video mein, Dr Praveen Tripathi bata rahe hain depression ke lakshan aur depression ke ilaaj ke baare mein.

Depression ek common psychiatric illness hai. Depression ke lakshan ko time se pehchanana zaroori hai jisse ki sahi time pe depression ka ilaaj shuru kiya ja sake. Depression ki lakshan agar 2 weeks se zyada tak chalte hain to usse clinical depression ka diagnosis diya jata hai. Depression ke lakshan mein mann ki udasi rehna, kaam mein mann na lagna, mann mein negative vichaar aana, bhook aur neend kam aana main symptoms hote hai. Depression ke treatment mein medicines aur counselling ka dono ko role hota hai. Sahi time pe treatment shuru karne se results bhi achche milte hain.

Agar aap khud se depression ko theek karne ke techniques seekhna chahte hain, to aap humare course 'depression se bahar kaise niklein' ko join kar sakte hain. Iss course mein Dr. Praveen Tripathi ne cognitive behavioural therapy (CBT) ki techniques ko use karna sikhaya hai. Inhi techniques ka istemaal depression ke patients ki counselling mein kiya jaata hai. Course ko join karne ke liye, neeche diye link ko click karein
https://courses.mindsolves.com/course...

For appointments at Renowa Care, pls call 9013821178, 9999808648
Website- https://www.renowacare.com
Email- [email protected]
Facebook page: Facebook: DrPraveenTripathiPsy
Instagram: Instagram: drpraveentripathipsy
Twitter: Twitter: drpraveenpsy

Depression ke lakshan aur ilaaj kya hai? Depression ke lakshan kya hain? Depression ka treatment kaise hota hai? Depression ka ilaaj kaise hota hai?

#depression #depresion

Depression is one of the commonest psychiatric disorder. It's important to identify the symptoms of depression as early as possible so that a  treatment could be initiated at the right time. The symptoms of depression include sadness of mood, loss of interest in work, negative thoughts, sleep and appetite disturbances. If these symptoms of depression continue for more than two weeks, a clinical diagnosis of depression is made. The treatment of depression involves the use of medications and counseling sessions. If the treatment of depression is done at the right time, the results of treatment are much better.
5 سال پیش در تاریخ 1398/05/05 منتشر شده است.
442,365 بـار بازدید شده
... بیشتر