Panic disorder ki jankari || ज्यादा बेचैनी या घबराहट (panic attack) क्या होता है ? #panic

Dr. Praveen Tripathi
Dr. Praveen Tripathi
790.3 هزار بار بازدید - پارسال - Panic disorder ki jankari ||
Panic disorder ki jankari || ज्यादा बेचैनी या घबराहट (panic attack) क्या होता है ? #panic

For appointments at Renowa Care, call - 9013821178, 9818083017
Depression course : Depression se bahar nikalne ke liye ab aap Dr. Praveen Tripathi ka course ko join kar sakte hain jismein khud se CBT techniques (cognitive behavioural therapy) ko use karna sikhaya jata hai.

Course ko join karne ke liye iss link par click karein- https://courses.mindsolves.com/course...

is video me Dr Praveen sir baat kar rhe hain Panic disorders ke baare main jaise -
Panic disorder kya hota hai ?
Panic attack kya hita hai ?
Anxiety kya hoti hai ?
Panic attack ke lakshan kya hote hain ?
Panic disorder ke symptoms kya hote hain ?  
Panic attack me kis baat ka darr lagta hai ?
Panic attack kyu hota hai ?  
Kya Panic disorder ka treatment possible hai ?  
Panic attack ka ilaaj kaise kiya ja sakta hai ?
Dawaai se panic attack me kaise araam mil sakta hai ?
Panic attack me therapy se kya faayda milta hai ?

For appointments at Renowa Care, call - 9013821178, 9818083017
Depression course : Depression se bahar nikalne ke liye ab aap Dr. Praveen Tripathi ka course ko join kar sakte hain jismein khud se CBT techniques (cognitive behavioural therapy) ko use karna sikhaya jata hai.
Course ko join karne ke liye iss link par click karein-  https://www.drpraveentripathi.com

Website- https://www.renowacare.com
Email- [email protected]
Facebook page: Facebook: DrPraveenTripathiPsy
Instagram: Instagram: drpraveentripathipsy
Twitter: Twitter: drpraveenpsy

Iss video me Dr. Praveen Tripathi ne Panic disorder ke baare me bataya hai. Panic attack ek anxiety ka attack hota hai. Panic attack me patient ko ghabrahat, bechaini, dil ki dhadkan tez hona, saans lene me dikkat hona, paseene aana, hath pair thande hona, BP badhna , chakkar aana - aise lakshan ho sakte hain. Patient ko aisa lagta hai ki usse heart attack na ho jaaye ya stroke na aa jaaye. Patient ko ye darr rehta hai ki shayad doctor unki bimari ko nahi samajh paaye hain aur unka thik se diagnosis nahi ho paaya hai, issliye vo kai tarah ke medical tests karvaate rehte hain, jo ki bilkul normal aate hain. Vo maan na he nahi chahte ki ye Anxiety ke he lakshan hain. Ek baar agar kisi ko panic attack hota hai, to usse ye darr rehta hai ki aisa dubara na ho jaaye. Log in lakshano ke darr se cheezein avoid karne lagte hain, jis se bimari aur badhne lagte hain.
Panic attack hone ke kai kaaran ho sakte hain jaise genetic kaaran, ya brain me chemicals ke levels me imbalance hona, ya kisi tanaav ke kaaran.
Panic attack agar baar baar aaye to isse Panic disorder kaha jaata hai.
Panic attack ka ilaaj do tarah se kia jaa sakta hai, medicines jo psychiatrist prescribe karte hain aur therapies ya counseling jo psychologist apne sessions me karaate hain. Dawaiyan panic attack ke lakshano ko kamm karne me madad karti hain aur therapies panic attack ko samjhne aur kuch techniques dwara unhe manage karna sikhaati hain.
پارسال در تاریخ 1402/02/04 منتشر شده است.
790,331 بـار بازدید شده
... بیشتر