"Bubble Theory" Kya hai? || 3 Stories of Multiverse in Puranas || Phir Kya hua EP09 || Akshit

Stories With Akshit
Stories With Akshit
179.2 هزار بار بازدید - 7 ماه پیش - Namaste Dosto, humare Phir Kya
Namaste Dosto, humare Phir Kya Hua ke 10th episode me hum Sanatan dharam me Multiverse aur bubble theory ke baare me baat karenge.

On Screen: Akshit Sharma
Instagram: Instagram: a.kshitsharma

Multiverse in VEDAS
Brahmaand ki utpatti ke baare mein jaanane ke lie vaigyaanik kayi mahatvapoorn khojen kar chuke hain, lekin abhi bhi veh iske baare me anishchit hain.
Kayi scientists kayi theories propose karte hain lekin
Koi bhi daave se nahi keh sakta ki koi ek reason universe ki shuruvaat hone ka karan hai.

Lekin 1980s me ek nayi theory nikl ke aayi, Bubble Universe Theory. Bubble Universes ka concept asal me “Eternal Inflation theory” se aaya hai.
Ab ye Inflation theory kya hai, pahale ye samajhte hain.
Aaiye samajhte hain.

Some questions answered in this video are.
What is Inflation theory?
Bubble Universe kya hai?
Kal Yug horror story.
Story of Parallel Universe.

Yog Vashistha PDF link: https://ia903205.us.archive.org/10/it...


Ye Phir Kya Hua series ka 10th episode hai. Isme humne time travel aur hinduism me bubble theory ki kahaniyo ko suna hai.
Kya aapko ye kahaniya pata thi? Niche comment section me comment karke zaroor bataiyega.

00:00 : Intro
00:16 : Bubble Universe Theory Explained
05:18 : Story Indra Dev & Lord Vishnu
08:21 : Story of King Lavana
13:47: Outro
7 ماه پیش در تاریخ 1402/10/08 منتشر شده است.
179,281 بـار بازدید شده
... بیشتر