Agle "Brahma ji" kab aane wale hain? || Brahma V/S TIME || Phir Kya hua EP05 || Stories With Akshit

Stories With Akshit
Stories With Akshit
445.6 هزار بار بازدید - 9 ماه پیش - Namaste Dosto, humare Phir Kya
Namaste Dosto, humare Phir Kya Hua ke 5th episode me hum Sanatan dharam me Time Travel aur Multiverse ki baat karenge.

On Screen: Akshit Sharma
Instagram: Instagram: a.kshitsharma

TIME TRAVEL in VEDAS
Sanatan Dharam ke anusar Brahma ji din me srishti banate hain aur raat me pralaye aane par unhi ki banayi gayi srishti ka vinash ho jata hai. Aur har din ek nayi srishti banti hai aur har srishti me naye jeev jantu.
Lekin ye statement ek bohut badi statement khadi kar deta hai.
Kitna bada hota hai Brahma ji ka din aur abhi brahma ji ka konsa din chal raha hai, aur ye kab khatam hone wala hai?
Humme ye to bataya gaya hai ki Indra, bhagwano ke rajao ki ek position hai, agar aisa hi hai to abhi kon Indra ki gaddi me virajman hain?

Some questions answered in this video are.
What is the age of Brahma?
Kal Yug kab khatam hoga?
Kal Yug in Vedas.
Kal Yug kab start hua?

Yog Vashistha PDF link: https://ia903205.us.archive.org/10/it...


Ye Phir Kya Hua series ka 5th episode hai. Isme humne time travel aur hindu timeline ko ache tareeke se samjha hai.
Kya aapko iske karan ke baare me pata tha? Niche comment section me comment karke zaroor bataiyega.

00:00 : Intro
01:22 : Lord Brahma's Timeline
05:00 : Age of Brahma
07:33 : Story of Multiverse (Leela ki kahani)
9 ماه پیش در تاریخ 1402/09/06 منتشر شده است.
445,642 بـار بازدید شده
... بیشتر