मीरा बाई और उनका 50 साल जीवन, प्रेम सार | A Poetry | By Hrishibha Raj

Hrishibha raj
Hrishibha raj
174 بار بازدید - 5 ماه پیش - मीरा बाई और उनका 50
मीरा बाई और उनका 50 साल जीवन, प्रेम सार | A Poetry | By Hrishibha Raj

Mere Andar Har Wo Hisha Aaj Bhi Ussi Ke Naam Pe Hai | Full Poetry | BY Hrishabha Raj

#meerabai #meeraradha #krishna #shayari #prem #alfazz #dard #birah #emotions #dilkiaawaj #hrishibharaj #mohabbat #love #doha

Poetry:- Kinhi baato ki gaheraiyo ko chhu lena...ye aisa h jaise kisi chij ko achhe se samjh ke dusron ko bahut kam sabdo me, bahut hi rochak dang se samjha dena

PHILOSOPHY:- ham jo kuch v sochte h, hum jo kuch v jis trah se dekhte h, wo sab kuch hamari soch nhi hoti h, hum jis samaj me rh rhe h wo us samaj ka najriya hota (90 se v jyada %).
philosophy mauka deta h, hamare samaj ke diye vicharo se uper utt kr duniya ke, alag alag samajo ke, alag alag mahan vicharko ne, jo alag alag vichar aur najariya diye h, unko pad ke, samjh ke ek baar unke diye najriye se aapne samaj ke najaro ko dekhe....
duniya usi tarah dikhti h jis trh hamara najriya hota h.

SOCIOLOGY:- Har samaj sanrachana ke unkahe niyamo pe chalta h, ek pidhi ka pakhand agali pidhi ke liye prampara v ban jata h.
per jo parampara aaj hum dekhate h oo kinhi samay ki jarurt rhi hogi, parampara ke mul me aap jor deke dekhe aur samjhe, to uski suruaat ki gadna ki jaa sakti h.
bhartiye samaj ki sanrachna vedo ke vaigayanik mahan rishi muniyo ne kiya h.
mai jaati aur vanday vavstha ki baat nhi kr rha, wo v karam per adharit tha.
vedo ke vaigayanik isliye kyuki, pair ka payal,bichhiya, mathe ka bindi, maang ka sindoor, sar ka paloo, mardo ki pagadi, hatho ki chuddi har chij ka vaigayanik karan maujud h.
mandir ki sanrachanayo se lekar taiyoharo ki manyataiye se lekar har chj ke oichhe vigayan maujud h.
jis baiyakti me samjh ke dar khatm ho jata h, oo dev ya daitya ka roop dharan kr sakta h.
koi v samjh sucharoo dang se tab hi kam kr sakta h jab us samaj me dar ki vavstha ki gai ho.
samaj me buraiya nhi hoti, samaj ke logo me hoti h , jis samaj me buraiya hoti h wo samaj pahle hi khtm ho gaye hote h.

SPRITUALITY:- Everything in this universe is the form of vibration or formed by vibration.
jab aapke senses bahar ke drishya ko perceive krna chhod ke, aapke under me jo kuch h un sab chijo ko perceive krne lgti h.... to wo sprituality ka process h.
hame dharmik nhi adhyatmik hona h.
jab aapki ankhe bahri drishya se jyada bhitari drishya ko dekhne lg jati h
jab aapke kaan bhitari aawaj ko sunane lg jaate h
jab aap hasthyamaithun ka sukh kundalini ke jagrit hone per har pal paane lgte h to aap spritual hote h ya hone lgte h.
jitna aap us param khalipan (absolute nothingness) ko jaane aur samjhne lgte h....... mehsus krte h wo hi sprituality h.
Poetry, Gazal Sayari,
kahani , baate ye jaawani ,
fasaana, dilo ka afsaana
Mohbaat, usse paane ki sohbaat
kv kabir to kv kavita
unkahi baate
unsune alfaaz
ye anjaana ahsaas
oo unjaana jo h khas
koi dur h per yaade h pass
kitaabo ki baate
miln ki oo raate
aise dhero kisse
tumhari hamari jindgi ke h hisse
in sab pe baat krenge
jab hum tum milenge
sayad oo duniya koi aur hoga
bas tera mera daur hoga
bichadne ka na dar hoga
mohbaat aur mohbaat ka hi ghar hoga
aisi bahut si baate krenge aapki aur hamari  aane wale videos me

#poetry #shayari #alfazz #quotes #thoughts #dilkiaawaj #love #dard #hrishibharaj #emotions

If You Like My Video Hit The Like Button And Do Subscribe My Channel For More Content
                                       THANKS FOR WATCHING

Copyright :-David Solís
Piano & Instrumental, Vol.1
Music :-Beautiful Background Instrumental Mus...
5 ماه پیش در تاریخ 1402/12/10 منتشر شده است.
174 بـار بازدید شده
... بیشتر