Imran Ali Faryad Ali Qawwal - Banai Mujh Benawa Ki Bigri

Muslim Ummah TV
Muslim Ummah TV
7.4 هزار بار بازدید - 9 سال پیش - Watch Again: IAFA's Live Qawwali
Watch Again: IAFA's Live Qawwali performance on Muslim Ummah TV Lyrics: banayi mujh benawah ki bigri naseeb mera jaga diya mere hamid piya banayi mujh benawah ki bigri naseeb mera jaga diya mere khwaja hamid piya banayi mujh benawah ki bigri naseeb mera jaga diya banayi mujh benawah ki bigri, naseeb mera jaga diya tere karam pe nisaar tu ne mujhe bhi jeena sikha diya badal gayi mere dil ki dunya, aata ne wo martaba diya karam ki aise nigaah dali, gadaa ko sultaan bana diya badal gayi mere dil ki dunya dil ki dunya mere dil ki dunya dil ki dunya mere dil ki dunya dil ki dunya mere dil ki dunya bus tum he ho tum he ho mere dil ki dunya tum he ho tum he ho mere dil ki dunya na fikr-e-alam hai na ehsaas e gham hai raho tum salamat karam hee karam hai tum he ho tum he ho mere dil ki dunya tum he ho tum he ho mere dil ki dunya mein kya bataoon tamanna e zindagi kya hai huzoor aap salamat rahein kami kya hai tum he ho tum he ho mere dil ki dunya tum he ho tum he ho mere dil ki dunya husn ki ibtida bhi tum, ishq ki intiha bhi tum rehne do raaz khul gaya, banday bhi tum khuda bhi tum tum he ho tum he ho mere dil ki dunya tum he ho tum he ho mere dil ki dunya husn ki ibtida bhi tum, ishq ki intiha bhi tum rehne do raaz khul gaya, banday bhi tum khuda bhi tum banday bhi tum khuda bhi tum, banday bhi tum khuda bhi tum banday bhi tum khuda bhi tum, banday bhi tum khuda bhi tum tum laakh chupo so pardoon mei mein ne jaan liya pehchaan liya banday bhi tum khuda bhi tum, banday bhi tum khuda bhi tum banday bhi tum khuda bhi tum, banday bhi tum khuda bhi tum … aashiqe baa-nafa bhi tum, mashooq e dilruba bhi tum dono taraf ho tum he tum, muddai muda’aa bhi tum banday bhi tum khuda bhi tum, banday bhi tum khuda bhi tum banday bhi tum khuda bhi tum, banday bhi tum khuda bhi tum boul rahi hein saaf saaf aap ki sub yeh sif’atein arsh pe kibriya bhi tum, farsh pe mustafa bhi tum ub rehne do raaz khul gaya, banday bhi tum khuda bhi tum banday bhi tum khuda bhi tum, banday bhi tum khuda bhi tum ishq ko haasil e qounain bana bethe hein tere qadmon pe hum sir apna jhuka baithe hein banday bhi tum khuda bhi tum, banday bhi tum khuda bhi tum banday bhi tum khuda bhi tum, banday bhi tum khuda bhi tum jinna ne kaabe nu jana.. jaan pai. mere lai te banday bhi tum khuda bhi tum, banday bhi tum khuda bhi tum banday bhi tum khuda bhi tum, banday bhi tum khuda bhi tum tum he ho tum he ho mere dil ki dunya tum he ho tum he ho mere dil ki dunya badl gayi mere dil ki dunya, ataa ne wo martaba diya karam ki aise nigaah dali, gada ko sultaan bana diya karam ke saaye mein hum ko rakha, kabhi hirasa na hum howe hamare sir pe jo dhoop aayi to apna daaman barha diya yeh inki banda-nawazian hein, jo mujh pe aisa karam keya bana ke apna faqeer mujh ko, gham e jahaan se chura liya ghareeb dar dar bhatak rahay thay, kaheen na dil ko sukoon mila karam kiya tu ne apne dar ko hamara kaaba bana diya karam kiya tu ne apne dar ko hamara kaaba bana diya baray shaikh muhammad piya karam kiya tu ne apne dar ko hamara kaaba bana diya mere shaikh muhammad piya karam kiya tu ne apne dar ko hamara kaaba bana diya mere shaikh muhammad piya Keep Watching Muslim Ummah TV SKY 854 (UK)
9 سال پیش در تاریخ 1395/02/07 منتشر شده است.
7,491 بـار بازدید شده
... بیشتر