Gham e Ishq Rah Gaya Hai | Shakeel Badayuni | Best Urdu Ghazal | Urdu Poetry Sad

Jahan e Rekhta
Jahan e Rekhta
841 بار بازدید - پارسال - Gham e Ishq Rah Gaya
Gham e Ishq Rah Gaya Hai | Shakeel Badayuni | Best Urdu Ghazal | Urdu Poetry Sad

This video is about Shakeel Badayuni sad poetry.
Shakeel Badayuni (3 August 1916 – 20 April 1970) was an Indian Urdu poet, lyricist and songwriter in Hindi / Urdu language films.
      For best poetry subscribe my channel "Jahan e Rekhta".

Lyrics

ġham-e-ishq rah gayā hai ġham-e-justujū meñ Dhal kar
vo nazar se chhup ga.e haiñ mirī zindagī badal kar

tirī guftugū ko nāseh dil-e-ġham-zadā se jal kar
abhī tak to sun rahā thā magar ab sambhal sambhal kar

na milā surāġh-e-manzil kabhī umr bhar kisī ko
nazar aa ga.ī hai manzil kabhī do qadam hī chal kar

ġham-e-umr-e-muḳhtasar se abhī be-ḳhabar haiñ kaliyāñ
na chaman meñ pheñk denā kisī phuul ko masal kar

haiñ kisī ke muntazir ham magar ai umīd-e-mub.ham
kahīñ vaqt rah na jaa.e yūñhī karvaTeñ badal kar

mire dil ko raas aayā na jumūd-o-ġhair-fānī
milī rāh-e-zindagānī mujhe ḳhaar se nikal kar

mirī tez-gāmiyoñ se nahīñ barq ko bhī nisbat
kahīñ kho na jaa.e duniyā mire saath saath chal kar

kabhī yak-ba-yak tavajjoh kabhī daf.atan taġhāful
mujhe aazmā rahā hai koī ruḳh badal badal kar

haiñ 'shakīl' zindagī meñ ye jo vus.ateñ numāyāñ
inhīñ vus.atoñ se paidā koī ālam-e-ġhazal kar


غزل کا اردو متن

غم عشق رہ گیا ہے غم جستجو میں ڈھل کر
وہ نظر سے چھپ گئے ہیں مری زندگی بدل کر

تری گفتگو کو ناصح دل غم زدہ سے جل کر
ابھی تک تو سن رہا تھا مگر اب سنبھل سنبھل کر

نہ ملا سراغ منزل کبھی عمر بھر کسی کو
نظر آ گئی ہے منزل کبھی دو قدم ہی چل کر

غم عمر مختصر سے ابھی بے خبر ہیں کلیاں
نہ چمن میں پھینک دینا کسی پھول کو مسل کر

ہیں کسی کے منتظر ہم مگر اے امید مبہم
کہیں وقت رہ نہ جائے یوں ہی کروٹیں بدل کر

مرے دل کو راس آیا نہ جمود غیر فانی
ملی راہ زندگانی مجھے خار سے نکل کر

مری تیز گامیوں سے نہیں برق کو بھی نسبت
کہیں کھو نہ جائے دنیا مرے ساتھ ساتھ چل کر

کبھی یک بہ یک توجہ کبھی دفعتاً تغافل
مجھے آزما رہا ہے کوئی رخ بدل بدل کر

ہیں شکیلؔ زندگی میں یہ جو وسعتیں نمایاں
انہیں وسعتوں سے پیدا کوئی عالم غزل کر


Your Queries
shakeel badayuni poetry
shakeel badayuni biography
shakeel badayuni family
shakeel badayuni songs
shakeel badayuni old songs
shakeel badayuni gazals
shakeel badayuni and naushad songs
shakeel badayuni shayari
shakeel badayuni urdu shayari
shakeel badayuni and mohammed rafi songs
chaudhvin ka chand songs
gharana songs
bees saal baad songs
mughal-e-azam songs
baba roshan
Urdu Poetry
Urdu Ghazal
Urdu shairi
shakeel Badayuni ki Ghazal
Urdu ghazal
Shakeel Badayuni ki awaaz
best Urdu poetry
Begum Akhtar Ghazals
Ae Mohabbat Tere Anjaam Pe Rona Aya
Woh Jo Ham Men Tum Men Qarar Tha
Ishq Mein Ghairta-e-jazbat
Top 10 Ghazal Songs
Begum Akhtar Ghazal Songs
begum akhtar songs
begum akhtar live
chitra singh
jagjit singh
jagjit singh ghazal
80's songs
urdu poetry
echoes
notun ghazal
urdu ghazal
ghazal video
nida fazli ghazal
gazal indian songs
old hindi song
purani ghazal
new ghazal
gazal song hindi
chitra
mere humnafas
pratibha singh baghel
deepak pandit
budapest symphony orchestra
ghazal song
ghazals
budapest
paras nath
pratibha singh
songs
pratibha singh ghazal
latest ghazal
new ghazal 2023
sufiscore songs
2023 new ghaza
ghazal ghazal
mere humnafas mere hamnawa
begum akhtar ghazals
begum akhtar
farida khanum
Daily Mumtaz
mumtaz digital
daily mumtaz videos

#shakeelbadayuni
#shakeelbadayuni poetry
#urdupoetry
#urdushayari
#besturdughazal
'#ghazal
#urdughazal
#sadpoetry
#urdu #nazm #ghazal #zindagi #sham
#sadshayari
#viralpoetry
#JahaneRekhta
پارسال در تاریخ 1402/05/11 منتشر شده است.
841 بـار بازدید شده
... بیشتر