Urdu Ghazal||Nazam||parinday ki faryad||aata hai yaad mujhko guzra hua zamana||Allama Iqbal||Gojol

Dil Ki Dunya
Dil Ki Dunya
777.1 هزار بار بازدید - پارسال - Artist : Syed Hassan MuzammilPoet
Artist : Syed Hassan Muzammil
Poet : Allama Muhammad Iqbal {R}
Mastering : ZAS Records
Production : Dil Ki Dunya
All Rights Reserved to DIL KI DUNYA

آتا ہے یاد مجھ کو گزرا ہوا زمانہ
وہ باغ کی بہاریں وہ سب کا چہچہانا
آزادیاں کہاں وہ اب اپنے گھونسلے کی
اپنی خوشی سے آنا اپنی خوشی سے جانا
لگتی ہے چوٹ دل پر آتا ہے یاد جس دم
شبنم کے آنسوؤں پر کلیوں کا مسکرانا
وہ پیاری پیاری صورت وہ کامنی سی مورت
آباد جس کے دم سے تھا میرا آشیانا
آتی نہیں صدائیں اس کی مرے قفس میں
ہوتی مری رہائی اے کاش میرے بس میں
کیا بد نصیب ہوں میں گھر کو ترس رہا ہوں
ساتھی تو ہیں وطن میں میں قید میں پڑا ہوں
آئی بہار کلیاں پھولوں کی ہنس رہی ہیں
میں اس اندھیرے گھر میں قسمت کو رو رہا ہوں
اس قید کا الٰہی دکھڑا کسے سناؤں
ڈر ہے یہیں قفس میں میں غم سے مر نہ جاؤں
جب سے چمن چھٹا ہے یہ حال ہو گیا ہے
دل غم کو کھا رہا ہے غم دل کو کھا رہا ہے
گانا اسے سمجھ کر خوش ہوں نہ سننے والے
دکھتے ہوئے دلوں کی فریاد یہ صدا ہے
آزاد مجھ کو کر دے او قید کرنے والے
میں بے زباں ہوں قیدی تو چھوڑ کر دعا لے!

aata hay yaad mujhko guzra hua zamana
woh baagh ki baharein woh sabka chehchahana

aazadiyan kahan woh apnay ghoslay ki
apni khushi se aana apni khushi se jaana

lagti hay chot dil par aata hay yaad jis dam
shabnam kay aansuon par kaliyon ka muskurana

woh pyaari pyaari soorat woh kaamni si moorat
abaad jiskay dum say tha mera aashiyana

aati nahi sadaein uski mayray qafas mein
hoti mayri rihaai ay kaash mayray bus mein

kya badnaseeb hoon mayn ghar ko taras raha hoon
saathi to hain watan me mayn qaid mein parda hoon

aayi bahaar kaliyan phoolon kee hans rahi hain
mayn is andhayray ghar may qismat ko ro raha hoon

is qaid ka ilaahi dukhrda kisay sunao
dar hay yaheen qafas mein mayn gham say mar na jaon

jabse chaman chuta hay ye haal ho gaya hay
dil gham ko kha raha hay, gham dil ko kha raha hay

gaana isey samajh kar khush ho na sunne wale
dukhey hue dilon ki faryaad ye sada hay

azaad mujhko karday O qaid karnay walay
main bay-zabaan hoon qaidi tu chord kar dua lay

_Warning_
Our broadcasts are prohibited from releasing videos of any unofficial and banned religious, political or military party. Legal action will be taken if identified.


_Copyright Notice_
All rights of the audio and video production is reserved for DIL KI DUNYA.
Hence, it's not permissible to reuploading without our permission. However, you may share this production on Social Media Platform.


_About Us_
DIL KI DUNYA working on Urdu Adab, Milli Naghma, Motivational Kalam, Short Movies and Peace sharing events. For any detail Dil Ki dunya contact us!.... [email protected]


Note:
If we have mistakenly uploaded any copyright material, please message us and we will take it
down immediately.

urdu ghazal,nazam,urdu nazam,aata hai yaad mujhko guzra hua zamana,parinday ki faryad,parinday ki faryad allama iqbal,allama iqbal,gojol,nazam urdu,nazam video,ghazal,nazam islamic,ghazal in urdu,ghazal mashup,ghazal songs,ghazal new,urdu gojol,dard bhari ghazal,halal music,উর্দু গজল,urdu gazal,hassan anzar,atiq ur rehman naat,hassan muzammil,hassan anzar naat,abdullah mehboob,islamic releases,nasheed club,anasheed studio,peace studio,islamic

#nazam #ghazal #urdu #dilkiduniya #allamaiqbal #viral #shirts #shortsvideo
پارسال در تاریخ 1402/03/02 منتشر شده است.
777,117 بـار بازدید شده
... بیشتر