Rajasthani Muthiya Churma Recipe #shorts #viral #tranding #explore #ytshorts

Rehana's Kitchen Jaipur
Rehana's Kitchen Jaipur
2.2 هزار بار بازدید - ماه قبل - Rajasthani Muthiya Churma Recipe
Rajasthani Muthiya Churma Recipe




#Muthiyachrma #Chrmaladdu #Rehana'skitchenjaipur #tasty #delicious #Rajasthani #churma  #viral #food #tranding #recipe #cooking #laddu







ingredients




1.Besan - 250g
2.suji - 250g
3.ghee - 400g
4.boora sugar - 250g
5.ilaichi - 4-5
6.refined oil - fry karne ke liye
7.badam cutting - 2 tbsp
8.kaju kishmish - garnishing ke liye






making




ek parat me besan or suji ko Dalkar isme 4 tbsp ghee ko Dalkar isme thoda thoda pani Dalkar iska dough banakar tayyar kar lenge or dough ko thodi der rest par rakh denge thodi der baad dough se loi ko lekar iski muththi ka shape banakar tayyar kar lena hai or sare se Dough se muthiya banakar tayyar kar lena hai ab ek kadhai me oil ko garam karke isme ek ek karke sabhi muthiya ko dalte Jana hai or Muthiya ko golden colour aane tak fry kar lena hai muthiya ke fry ho Jane ke baad ise ek imam daste me thodi thodi Muthiya karke koot lenge sabhi muthiya ke kut Jane ke baad ise ek Chhanni se chhan lenge or dardara powder bana kar tayyar kar lenge ab ek kadhai me 3 tbsp ghee ko garam karke isme churme ko dalkar ise tej aanch par 5-6 min tak sekh lena hai churme ke Sikh Jane ke baad gas ki flame ko off kar denge or churme ko thanda hone denge churme ke thanda ho Jane ke baad isme Bura sugar ko Dalkar mix kar lena hai ab isme ilaichi powder badam cutting or ghee ko Dalkar fir se mix kar lena hai churma bankar tayyar hai aap ise dal bati ke sath sarv kar sakte hai.
ماه قبل در تاریخ 1403/04/25 منتشر شده است.
2,244 بـار بازدید شده
... بیشتر