baat baat mein rootho na..Seema 1955_Shubha Khote,Nutan& Balraj Sahni_Lata_Hasrat Jaipuri_S J_a tri.

mastkalandr
mastkalandr
306.1 هزار بار بازدید - 9 سال پیش - Song : baat-baat mein rootho
Song : baat-baat mein rootho na,apne aap ko looto na..
Film : Seema,1955,
Singer : Lata Mangeshkar,
Lyricist : Hasrat Jaipuri,
Music Director : Shankar Jaikishan,
Director : Amiya Chakraborty,C S Dube,
Cast : Balraj Sahni, Nutan,Pratima Devi,  Sunder, Shubha Khote, Indu Shivraj, Krishan Kant, C S Dube, Parveen Paul, Mumtaz Ali, Baby Shashi, G P Singh, Neel Kamal, Ajay, Premlata, Jagdish,
Producer : Mars & Movies Productions,

Lyrics : -
baat-baat mein rootho na
apne aap ko looto na
ye rang badalti duniyaa hai
taqdeer pe apni rootho na
ye rang badalti duniyaa hai
taqdeer pe apni rootho na
baat-baat mein rootho na
laaj ki laali aaj bani hai
bheegi palken abru tani hain
laaj ki laali aaj bani hai
bheegi palken abru tani hain
aankhon mein surkhi dil mein muhabbat
honthon pe chhupi hansi hai
aankhon mein surkhi dil mein muhabbat
honthon pe chhupi hansi hai
baat-baat mein rootho na
apne aap ko looto na
ye rang badalti duniyaa hai
taqdeer pe apni rootho na
baat-baat mein rootho na
dhalti hain raaten le kar andheraa
laayin bahaaren nayaa saweraa
dhalti hain raaten le kar andheraa
laayin bahaaren nayaa saweraa
jeewan safar mein dukh ho yaa sukh ho
karnaa hai phir bhi baseraa
jeewan safar mein dukh ho yaa sukh ho
karnaa hai phir bhi baseraa
baat-baat mein rootho na
apne aap ko looto na
ye rang badalti duniyaa hai
taqdeer pe apni rootho na
baat-baat mein rootho na
phool khushi ke har koyi le-le
koyi na dekhe aansoo ke mele
phool khushi ke har koyi le-le
koyi na dekhe aansoo ke mele
tum jo hanse to hans degi duniyaa
ronaa padegaa akele
tum jo hanse to hans degi duniya
rona padega akele
baat-baat mein rootho na
apne aap ko looto na
ye rang badalti duniyaa hai
taqdeer pe apni rootho na
baat-baat mein rootho na...

Storyline :-
After her parents pass away, teenager Gauri goes to live with her paternal uncle, Kashinath, and his wife. She is ill-treated there, made to do all the housework, and abused by her aunt. She is also asked to work as a servant for meager wages in another household, and her earnings are taken away by her aunt. One day, Kashinath is summoned to the Police Station where he is told that since Gauri has been convicted of stealing a necklace from her employer, she is placed under his care for 12 months. Kashinath undertakes to look after her, but she manages to escape, and beats up Bankelal, who had originally accused her of stealing the necklace. The Police are summoned again, and this time Gauri is placed with Shree Satyanand Anarthalaya, an orphanage run by a compassionate Manager, Ashok. Gauri revolts against all the rules imposed upon her and she is placed in solitary, where she ends up breaking all the windows and furniture. Then one day she escapes, beats up Bankelal severely, and returns. She is once again placed in solitary. Then Ashok and his associate Murlidhar find out that Bankelal had framed Gauri, and they inform the Police, who make Bankelal confess. In this way, Gauri gets a pardon, and is asked to leave the orphanage, but she refuses to do so and stays on after promising that she will always obey Ashok. When Ashok has a heart attack, she proposes to stay and look after him, but Ashok wants her to leave and get married to Murlidhar. The question remains, will Gauri disobey Ashok or keep her promise and get married to Murlidhar?
9 سال پیش در تاریخ 1394/03/09 منتشر شده است.
306,135 بـار بازدید شده
... بیشتر