Kirdaar-e-Ulamaa-e-Deoband Maulana Abdul Karim Nadeem DBA

Ghayur Azeem
Ghayur Azeem
99.4 هزار بار بازدید - 13 سال پیش - Tamam logon se Meri guzarish
Tamam logon se Meri guzarish hai k Ulamaa ki qadar karain jo guzar chuke hain unke liye Rahmaton ki Dua karain aur jo mojood hain inki qadar karain.
koi qadar nahi karta. Phir jab wo b guzarjate hain to sab kehte hai k hae k kuch qadar karlete ohhooo bohat bare aalim the ab to koi aalim hai hi nahi yar ye aik hi the ab kahan jaen .... oh bhai to ab wo wafaat k bad bare aalim hue hain ya zindagi me the jab zindagi me the jab q nahi socha... اللہ humain qadar karne ki tofeq ata farmae.. آمین
is waqt meri nazar jo bohat hi bare Ulamaa zinda hai unke naam ye hain
Shaikh-ul-Islam Shaikh-ul-Hadees Hazrat-e-Aqdas Hazrat Maulana Mufti Muhammad Taqi Usmani Sahib Daamat Barakaatuhum-ul-Aaliyah Shaikh-ul-Hadees wa Shaikh-ut-Tafseer Hazrat-e-Aqdas Hazrat Maulana Mufti Muhammad Zar Wali Khan Sahib Daamat Barakaatuhum-ul-Aaliyah Azeem Muballigh-e-Islam Hazrat Maulana Muhammad Tariq Jameel Sahib Daamat Barakaatuhum-ul-Aaliyah Mutkallim-e-Islam Hazrat Maulana Muhammad Ilyas Ghuman Sahib Daamat Barakaatuhum-ul-Aaliyah Mufti-e-A'zam Pakistan Hazrat Maulana Mufti Muhammad Rafee Usmani Daamat Barakaatuhum-ul-Aaliyah Hazrat Maulana Zahi-ur-Rashdi Sahib DBA Maulana Abdul Karim Nadeem Sahib DBA Maulana Anzar Shah Qasmi Sahib DBA Maulana Makki Al-Hijazi Sahib DBA Hazrat Maulana Mufti Naeem Sahib DBA Hazrat Allama Doctor Khalid Mahmood Sahib DBA Hazrat Maulana Hafiz Qari Miftahullah Sahib DBA
aur bhi deegar bohat se hain ab sab k nam to aik waqt me yad nahi aarahe
bahar haal اللہ humain qadar karne ki Taufeeq ata farmae aur  hum idhar udhar na jaen apne akaabir k sath wabaste rahain آمین ثم آمین
13 سال پیش در تاریخ 1390/12/14 منتشر شده است.
99,482 بـار بازدید شده
... بیشتر