YE ZINDAGI KE MELE - CLEAR & COMPLETE VERSION WITH LYRICS-RAFI MELA 1948)SHAKEEL -NAUSHAD

crazyoldsongs
crazyoldsongs
3.5 میلیون بار بازدید - 12 سال پیش - THIS WAS  MY FATHER'S FAVOURITE
THIS WAS  MY FATHER'S FAVOURITE SONG AND MINE TOO
IS THERE A USE OF ''MATKA''  IN THE TUNE
SINGER : MOHD. RAFI
LYRICIST : SHAKEEL BADAYUNI
MUSIC : NAUSHAAD
MOVIE : MELA (1948)

LYRICS :
ye zindagi ke mele
ye zindagi ke mele , ye zindagi ke mele
ye zindagi ke mele , ye zindagi ke mele
duniya mein kam na honge , afsos hum na honge
duniya mein kam na honge , afsos hum na honge
ye zindagi ke mele , ye zindagi ke mele

ik din padega jaana , kya waqt kya zamaana
ik din padega jaana , kya waqt kya zamaana    haaaaan

koyee na saath dega , sab kuchh yahin rahega
koyee na saath dega , sab kuchh yahin rahega   haaaaan

jaayenge hum akele , jaayenge hum akele
ye zindagi ke mele , duniya mein kam na honge
afsos hum na honge
ye zindagi ke mele , ye zindagi ke mele
ye zindagi ke mele , ye zindagi ke mele

ye zindagi ke mele , ye zindagi ke mele
duniya mein kam na honge , afsos hum na honge
ye zindagi ke mele , ye zindagi ke mele

duniyaa hai mauj -e-dariya , katre ki zindagi kya
duniyaa hai mauj- e-dariya , katre ki zindagi kya  haaaan

paani mein mil ke paani , anjaam ye ke  phaani
paani mein mil ke paani , anjaam ye ke  phaani  heeeee

dum bhar ko saans le le , dum bhar ko saans le le
ye zindagi ke mele , duniya mein kam na honge
afsos hum na honge
ye zindagi ke mele , ye zindagi ke mele
ye zindagi ke mele , ye zindagi ke mele

hongi yahi bahaarein , ulfat ki yaadgaarein
hongi yahi bahaarein , ulfat ki yaadgaarein  heein

bigdegi aur banegi , duniya yahi rahegi
bigdegi aur banegi , duniya yahi rahegi  heeeee

honge yahi jhamele , honge yahi jhamele
ye zindagi ke mele , duniya mein kam na honge
afsos hum na honge
ye zindagi ke mele , ye zindagi ke mele
ye zindagi ke mele , ye zindagi ke mele
12 سال پیش در تاریخ 1390/12/26 منتشر شده است.
3,564,269 بـار بازدید شده
... بیشتر