Tu Sham e Risalat hai aalam tera parwana

Why Islam?
Why Islam?
988.5 هزار بار بازدید - 7 سال پیش - Tu sham e Risalat hai
Tu sham e Risalat hai Aalam tera parwana Khate hai tere dar ka peete hai tere dar ka Paani hai tera paani daana hai tera daana Tu Shamme Risaalat hai Aalam tera parwana Tu Mahe Nabuuwat hai aye Jalwa e Jaanana Sar shah hame karde ek Jaam e Laba lab se Ta hashr rahe saaqi aabad yeh maikhana Dil apna chamak utthe Iman ki tal`at se Kar aanke bhi Noorani aye Jalwa e Jaanana Har phool me bu teri har shamma me zau teri Bulbul hai tera bulbul parwana hai parwana Tum aayi chati bazi raunak huwi phir taazi Kaaba huwa phir kaaba kar dala tha butt khana Is dar ki huzuri hi isiaa ki dawa tehri Hai zehr ma’asi ka Taiba hi shifa khana Ghir par ke yaha pohcha mar mar ke isse paaya Chhute na illahi ab sange dare jaanana Sange dare jaana par karta hu jabi saai Sajda na samaj najdi sar de ta hu nazrana Sarkar ke jalwo se raushan hai Dil e Noori Taa hashr rahe raushan noori ka yeh kashaana
7 سال پیش در تاریخ 1396/03/04 منتشر شده است.
988,587 بـار بازدید شده
... بیشتر