How to Read and Learn Fast 10X Faster 🚀 Flash Speed Technique #studymotivation

Motivation QuoteShala
Motivation QuoteShala
3.8 میلیون بار بازدید - 2 سال پیش - How to Read and Learn
How to Read and Learn Fast 10X Faster | Flash Speed Study Technique |Study Motivation | Motivation QuoteShala | QuoteWale Bhaiya | KahaaniWale Bhaiya | QuoteWale Bhaiya

🙏 KahaaniWale Bhaiya Ka Namaste
Hindi Motivational Stories ka ek he destination, Motivation QuoteShala, pe aapka swagat hai.
Best Hindi Motivational Videos ke sath sath best motivational stories sab kuch yahi pe milega.

➡️ KahaaniWale Bhaiya Se Baat Chit Nahi Karoge?
🚀 Instagram - Instagram: motivation_quoteshala
🛰️ Telegram - https://t.me/MotivationQuoteShala

✅ Topics Covered
How to Read and Learn Fast 10X Faster, padha hua yaad kaise rakhe?, jaldi kaise yaad rakhe?

🎵 Quote Wale Bhaiya ne pyyar se likha hai Likha Hai
Chote bhai, Choti Bhen
Kya ho agar tumhari reading aur learning speed 10 guna badh jaye?
Toh aj Bhaiya 4 Tricks batane wale hai jis se tum flash ki speed se
Kitabo ko padh kar yaad bhi rakh paoge!
Trick 1 Fingertip Magic
Jis bhi word ya sentence ko tum read kar rahe ho, uspe apni fingertip ya pen se point karo!
Aakhon ke focus se attention aur speed dono badhega!
Trick 2 Keyword Technique
NCERT me sare topics ke kuch keywords hota hai!
Toh keyword technique se tum har sentence me Sirf import words pe zyada focus kar
Baki ke supporting words jaise “becuse,of,into that” inko elimite kar sakte ho!
Trick 3
Jo bhi tum padh rahe ho koshish karo ki wo tumhari mother tongue me ho
Jo bhi ham matru bhasha pe padhta hai, wo zyada acche se yaad hojata hai!
Finally Trick 4 The Silent Buddha
Jiska simple sa matlab hai,
ki jab bhi tum padho ek shant monk ki tarah apne maan me padho!
Bol bol ke padhne me zyada time lagta hai!

✅ Ye Video pasand aya hai toh ye bhi dil me ayega
Agg 🔥 Motivation Videos @ Aag 🔥 Motivation Videos

🔥 Ese he motivational quotes hindi me sun ne liye bane rahiye,
Motivation QuoteShala Se 🎧,
Quote Wale Bhaiya Hai Na, Apan Milkal Macha Denge ❤️
2 سال پیش در تاریخ 1401/10/09 منتشر شده است.
3,874,623 بـار بازدید شده
... بیشتر