Ya Shafi Umam Lillah Kardo Karam | Asif Attari | Maulana Ilyas Qadri | Emotional Kalam 2022

Maulana Ilyas Qadri
Maulana Ilyas Qadri
2.6 میلیون بار بازدید - 13 ساعت پیش - Ya Shafi Umam Lillah Kardo
Ya Shafi Umam Lillah Kardo Karam | Asif Attari | Maulana Ilyas Qadri | Emotional Kalam 2020 ya safiae umam lillah kardo karam shala wasda rawe tera sohana haram hum gulamo ka rakhna khudara bhram shala wasda rawe tera sohana haram teri chokhat ke mangat hain jaae kaha apni rahmat se bhaar dijiye zoliya hum hain ummid vare karam ho karam shala wasda rawe tera sohana haram kisko jakar kahe tajdare haram dhera dale huwe hain zamane ke gam dur ho jae gam ya shahe mohtaram shala wasda rawe tera sohana haram ya nabi apni ulafat ki sogat de apne sayane-sha hamko kherat de is se matalab nahi hai siwa ho ke kam shala wasda rawe tera sohana haram teri yado se mamur sina rahe samne mere tera madina rahe dar pe betha rahu leke main chasme nam shala wasda rawe tera sohana haram mere hatho mai kasa hai ummid ka hu bhikari shaha main teri did ka main gadaae haram tu nabi mohatasham shala wasda rawe tera sohana haram hazari ho 'niyazi' ki darbaar mai zindagi ho basar tere azakar mai aate jate rahe teri chokhat pe hum shala wasda rawe tera sohana haram Ya Shafi Umam Lillah Kardo Karam Asif Attari Maulana Ilyas Qadri new kalam by asif attari new kalam by maulana ilyas qadri new kalam by imran attari maulana ilyas qadri crying maulana imran attari crying Ya Shafi Umam Lillah Kardo Karam by asif attari Ya Shafi Umam Lillah Kardo Karam emotional kalam #KALAM2022 #MAULANAILYASQADRI #ASIFATTARI
13 ساعت پیش در تاریخ 1403/07/12 منتشر شده است.
2,637,255 بـار بازدید شده
... بیشتر