Deadpool Death and Thanos Love in Hindi - PJ Explained

PJ Explained
PJ Explained
243.2 هزار بار بازدید - 7 سال پیش - 😍😍😍😍😍😍😍😍😍😍😍😍😍😍😀😗😗😗😗😗😗😝😀😀😀😀😀😒😀 😝Subscribe: https://goo.gl/mue696 😝If you
😍😍😍😍😍😍😍😍😍😍😍😍😍😍😀😗😗😗😗😗😗😝😀😀😀😀😀😒😀 😝Subscribe: https://goo.gl/mue696 😝If you have any problem mail me: ||[email protected]|| 😝Like our official FB page : https://www.facebook.com/1pj Thanos ke bare me to aap sabne suna hoga aur jo log jyada active hai unhone Mistress Death ke bare me bhi suna hoga. Lekin uss pyar ka kya jo deadpool death se karta tha. Vo usse pana chahta tha, apnana chahta tha, Ch06$na chahta tha. Aab likhe ko to ham badal nahi sakte magar uski mohabaat ke bare me bate to karhi sakte hai. Iss baar ham sab death ke pyar ke upar bat karne jar he hai. Death aur Thanos ya Death aur Deadpool. Death ka dono logo ke sath bohot hi achha relation tha. Yeha tak ki main ye kahi sakta hun. Ki do no mard apne pyar se beinteha mohabbat karte hai. Aur death ke liye kuchh bhi kar sakte hai. Aur dekho indono ke pyar ko samajhe ke liye ham is video ka do portion rakhte hai. Matlab ki pehle portion me ham Deadpool Aur Death ki love story ke bare me janeyge. Aur isi video ke dusare portion me ham Thanos aur death ke pyar ko samjhenge. Aur paihle portion me Death aur Deadpool ki comic thodi comedic way me express ki gayi hai. Joki achhi batt hai. Padhne me bhi maja aata hai aur batane me bhi. Lekin jab Thanos aur Death ke bare me ham bat karenge to ye thoda dark serious hoga. Main itne dino me jangya hun ki mere pe seriousness achhi nahi lagti hai. To thoda humour hoga. Joe Kelley’s ki 1998 ki comic Deadpool and Death me yeha ek tarike se kahiye ki Deadpool ki origin start huie hai. Jaha usko paihli baar healing factors aur powers milti hai. Iss comic ke start me jab govt. deadpool ke upar experiment kar rhi thi. Tab ek chiz dekhne ko milti rehti hai jo hai. ek promise mistress death ke sath rehne ka. Actually me yeha kaha gya hai ki jab vo ye kam kar lega aur vo mar chukka hoga tab vo apne aap ko mistress death ke hawale kar dega. Aur insabse vo death ka pyar pa lega. Aur lekin in sare experiments ke dauran ya usse paihle actually marne se paihle deadpool aur mistress death a……. ab kaise bataun mujhe sharam aa rahi hai. matlab v eek dusare ke sath bohot hasin sham guzarte hai. Bohot hi hasin sham. Aur aap deadpool ko to jante hi hai. uske liye hasin sham ka matlb palan tod pyar. Vedono ek dusare se itne intimate ho jate hai. Ki kya din kya rat jabtak tumhara sath tab darne ki kya bat. Aab in sab bato me main jyada deep me main nahi jaunga. Khudi samajh lo yar. Jab ek ladka aur ek ladkhi ek dusare se pyar karenge. To kya karenge. Ek tarike se dekhe samjhe jane to ye sab comic me jaruri bhi tha. Aur insabse aap Mistress Death ke character ke bare me ek rough sketch to jan hi jayenge. Aisa nahi hai ki death ka character kharab hai. yeha character ka matlb ki iska vayavhar humans ki tarah jyada hai na ki daravne mijaz ki hai. Hame yeha kya dekhene ko milta hai ki in sab bawal ke akhir me. Death bhi deadpool ke sath pyar karne lagi thi aur dono ek dusare ko pana chahte the. Hamesha ke liye. Aur vo gadhi ati hai jab deadpool marne wala hota hai. lekin dikkat ye hoti hai ki uska healing factor usse marne nahi deta hai. jiska matlb ye hai ki aab vo Death se shadi nahi kar sakta. Deadpool ka marna kyo jaruri hai kyo ki. Undono ek dusare ke sath hamesha hamesh ke liye rehna tha. Aur ye tabhi possible hai jab deadpool mare kyo ki. Aap mese kailog jante honge ki atma amar hoti hai. aur mistress death ek amar shakash ke sath ek amar jivan bitana chahti hai. Aur deadpool apne aap ko marne ke liye har nahi manta. Aur ye ha se story ke kai aur isses release hote hai. yani Joe Kelley’s ki deadpool volume 1 ke issue #61 se 64 me iski bat hoti hai. aur yeha se iska title funeral for a freak storyline ho jata hai. aur yeha fir se deadpool apne aap ko marne ki ek aur nakam koshsih kar rha hai. aur hame janne ko milta hai ki. Deadpool ke ek aur villain ke bare me hame janne ko milta hai jo T-ray hai. aur yeha t-ray deadpool amar rehne ka shrap de deta hai. ki vo aab kabhi nahi marega. Janta hun ki tum sab bologe ki Thanos ne deadpool ko sharap diya hai. kai log to galiya bhi denge. Lekin samjho meri baat ko. Manta hun ki Thanos ne deadpool ko shapit kiya hai. lekin abhi baad me. Thanos ne deapool ko shapit kiya lekin direct nahi t-ray ke thru. Aur t-ray mere khayal se ek keraye ka sainik hai. jo deadpool ke paihle bhi fight kar chukka. Contracts ke through. Aur t-ray bhi deadpool dil se cruse karna chahta tha. Kyo ki deadpool ne t-ray ki family ko mardiya tha. Aur t-ray is kam ke liye perfect banda tha. Kyo ki.................
7 سال پیش در تاریخ 1396/07/24 منتشر شده است.
243,216 بـار بازدید شده
... بیشتر