Nazm muflisi ki Tashreeh | nazir akbar abadi ki nazm muflisi jkbose 10th class urdu | نظم مفلسی

Buniyad-e-Urdu
Buniyad-e-Urdu
3 هزار بار بازدید - 2 سال پیش - Nazm muflisi ki Tashreeh with
Nazm muflisi ki Tashreeh with Question Answers Complete nazam muflisi ki tashree Question Answers of poem muflisi Nazeer akbar abadi ki nazm muflisi Nazir akbar abadi ki nazm muflisi ki tashree jkbose class 10th urdu Ncert Urdu muflisi jab aadmī ke haal pe aatī hai muflisī kis kis tarah se us ko satātī hai muflisī pyāsā tamām roz biThātī hai muflisī bhūkā tamām raat sulātī hai muflisī ye dukh vo jaane jis pe ki aatī hai muflisī muflis kī kuchh nazar nahīñ rahtī hai aan par detā hai apnī jaan vo ek ek naan par har aan TuuT paḌtā hai roTī ke ḳhvān par jis tarah kutte laḌte haiñ ik ustuḳhvān par vaisā hī muflisoñ ko laḌātī hai muflisī duniyā meñ le ke shaah se ai yaar tā-faqīr ḳhāliq na muflisī meñ kisī ko kare asiir ashrāf ko banātī hai ik aan meñ faqīr kyā kyā maiñ muflisī kī ḳharābī kahūñ 'nazīr' vo jaane jis ke dil ko jalātī hai muflisī جب آدمی کے حال پہ آتی ہے مفلسی کس کس طرح سے اس کو ستاتی ہے مفلسی پیاسا تمام روز بٹھاتی ہے مفلسی بھوکا تمام رات سلاتی ہے مفلسی یہ دکھ وہ جانے جس پہ کہ آتی ہے مفلسی مفلس کی کچھ نظر نہیں رہتی ہے آن پر دیتا ہے اپنی جان وہ ایک ایک نان پر ہر آن ٹوٹ پڑتا ہے روٹی کے خوان پر جس طرح کتے لڑتے ہیں اک استخوان پر ویسا ہی مفلسوں کو لڑاتی ہے مفلسی کیسا ہی آدمی ہو پر افلاس کے طفیل کوئی گدھا کہے اسے ٹھہرا دے کوئی بیل کپڑے پھٹے تمام بڑھے بال پھیل پھیل منہ خشک دانت زرد بدن پر جما ہے میل سب شکل قیدیوں کی بناتی ہے مفلسی ہر آن دوستوں کی محبت گھٹاتی ہے دنیا میں لے کے شاہ سے اے یار تا فقیر خالق نہ مفلسی میں کسی کو کرے اسیر اشراف کو بناتی ہے اک آن میں فقیر کیا کیا میں مفلسی کی خرابی کہوں نظیرؔ وہ جانے جس کے دل کو جلاتی ہے مفلسی #muflisi #poetry #nazirakbarabadi #nazam #jkboard #ncerturdu
2 سال پیش در تاریخ 1401/10/08 منتشر شده است.
3,038 بـار بازدید شده
... بیشتر