Janmashtami Ka Special Recipe Malpua|| Malpua Recipe Without Sugar Syrup|| Easy Malpua Recipe||

Tumpa Ki Rasoi
Tumpa Ki Rasoi
53 بار بازدید - 3 سال پیش - Janmashtami Ka Special Recipe Malpua||
Janmashtami Ka Special Recipe Malpua|| Malpua Recipe Without Sugar Syrup|| Easy Malpua Recipe|| Tumpa Ki Rasoi

Hello friends main hun Tumpa, aaj maine aap logo ke sath Janmashtami Ka Special Recipe Malpua share kiya. Janmashtami Ke din bahat achchhe achchhe dish banake Kanaha ji ko bhog me charana parta he. Unme se ek hai malpua. Ye bahat easy recipe he.  Bahat jaldi ban jate he. Mehanat bhi kam lagte he. Main ye khajur gud se banaya. Ye gud khane me bahat achchhe lagte he. Isme kheer, malpua banane se our bhi jada test aate he. Ye thande ke time milta he. To hum ustime Kharid ke frize me store karke rkhte he. Jab bhi man kare ye gud use karke hum sweet dis banate he.

To aap mera recipe ko dekhiye or agar achhe lage to mujhe comment box me likhkar bheje. Sath me mere channel ko like, share and subscribe kijiye.
Bell Icon ko bhi click kijiye taki jab bhi mera naya recipe upload ho to aap logo ke pas notification mile.

Ingredients for Malpua Recipe....

1- rice flour- 100 gr.
2- refined wheat flour- 100 gr.
3- semolina- 2 tbs.
4- fennel seeds- 1/2 tbs.
5- oil for deep fry.
6- milk- 1 cup.
7- dates liquid jaggery- 100 gr.

Thanks for Watching Tumpa Ki Rasoi.

youtube....@tumpakirasoi

Facebook...Facebook: tumpa.saha.980

#tumpakirasoi
#malpua
#telerpitha
#sweetdish
#pua
3 سال پیش در تاریخ 1400/06/06 منتشر شده است.
53 بـار بازدید شده
... بیشتر