Main Toh Hairaan Hun Lyrics - Javed Ali | Kaushik-Guddu | Nia Sharma, Kunaal Roy Kapur | Raj Shekhar

Bollywood Songs
Bollywood Songs
49.9 هزار بار بازدید - 2 سال پیش - Main Toh Hairaan Hun Lyrics
Main Toh Hairaan Hun Lyrics - Javed Ali | Kaushik-Guddu | Nia Sharma, Kunaal Roy Kapur | Raj Shekhar

Lyrics:

Bin kahe ek din humko aadhe chhod ke
Poore poore tod ke chal diye
Keh dete ek dafa kya maine tha kiya
Ya man hi bhar gaya chal diye

Aise huye laapata
Poochhein bhi to kis se wajah
Yoon bewajah koyi jaata to nahi

Main to hairaan hoon
Main hairaan hoon
Main hairaan hoon abhi
Kya woh mera
Kya woh mera

Kya woh mera tha kabhi
Main to hairaan hoon
Main hairaan hoon
Main hairaan hoon abhi
Kya woh mera
Kya woh mera
Kya woh mera tha kabhi

Ab khaali khaali
Se din hain yeh mere
Bas dil yeh gham se bhar gaya
Tere jaane se ek hissa mera
Re soona soona pad gaya

Mera har pal jo yeh
Ghuzar sa raha hai
Tu dil mein gehre
Utar sa raha hai
Kabhi laut ke tu bhi
Aata kyun nahi

Main to hairaan hoon
Main hairaan hoon
Main hairaan hoon abhi
Kya woh mera
Kya woh mera
Kya woh mera tha kabhi

Main to hairaan hoon
Main hairaan hoon
Main hairaan hoon abhi
Kya woh mera
Kya woh mera
Kya woh mera tha kabhi

Tags
Javed Ali, Main Toh Hairaan Hun, Javed Ali Main Toh Hairaan Hun, Main Toh Hairaan Hun Javed Ali, Lyrics, Lyrics Main Toh Hairaan Hun, Javed Ali Main Toh Hairaan Hun Lyrics, Main Toh Hairaan Hun Javed Ali Lyrics, Javed Ali Lyrics, Main Toh Hairaan Hun Lyrics Javed Ali, Lyrics Javed Ali Main Toh Hairaan Hun, Lyrics Main Toh Hairaan Hun Javed Ali Kaushik-Guddu | Nia Sharma, Kunaal Roy Kapur | Raj Shekhar
2 سال پیش در تاریخ 1401/03/19 منتشر شده است.
49,918 بـار بازدید شده
... بیشتر