Ameer Hasan Aamir | Ali Sharmida Hai Zahra | Ayyam e Fatmiya 2019/1440

Ameer Hasan Aamir
Ameer Hasan Aamir
84 هزار بار بازدید - 6 سال پیش - Ayyam e fatimiya noha 2019
Ayyam e fatimiya noha 2019 Recitet by Safeer E Aza, Syed Ameer Hasan Aamir on shahadat bibi fatima zehra (s.a) | Ali Sharminda Hai Zehra ⭕Regarding video:- Title - ayyame fatimiyah nohay 2019 | Ameer Hasan Aamir Noha Shahadat Bibi Fatima Zehra(s.a) Reciter - Safeer E Aza, Syed Ameer Hasan Aamir Poet - Akhtar Sirsvi Noha - Ali(ع) Shar Minda Hai Zehra(s.a) Regard - bibi fatima ka waqia or The Story of Hazrat Fatima (sa), daughter of the Holy Prophet Chorus - Amanat Ali Khan(Sonu), Ghulam Abbas Khan (Monu) Year - 2019/1440 Hijri Audio - ODS or Ods Plus Islamic Video - Azmat Ali Production - Azadari Chitora ----------------------------------------------------- Related to noha bibi fatima zahra bibi fatima ka bayan ayyam e fatimiya nohay ayyam e fatima noha status bibi fatima ka waqia shahadat bibi fatima zehra s.a noha whatsapp status ayyam e fatimiya nohay 2019 shahadat hazrat mohsin || Please Wacht in full HD || ----------------------------------------------------- Stay Connected with us via our Social Media:- ►SUBSCRIBE : ►LIKE : https://www.facebook.com/AmeerHasanAamirofficial ►Twitter : ►Instagram : ⭕Ayyam E Fatima Noha Lyrics⭕ Tumhare baad badha dard aur kam na Hua Kisi ke dil pe bhi itna bada sitam na Hua Qadam qadam pe rahin tum Ali ke gham mein shareek Ali ko gham hai tumhara shareek e gham na hua Bahut duniya ne tadpaya Ali kuch bhi na kar paya Ali sharminda hai Zehra Suni kab dard mein dubi tumhari siskiyan mene Na dekhi haaye jeete jee shikasta pasliya mene Na kuch tumne hi batlaya Ali sharminda hai Zehra Mujhe khud bhi na tha us waqt apne gham ka andaza Gira jab haaye pehloo par tumhare jalta darwaza Madad ko bhi nahi aaya Ali sharminda hai Zehra Bhare darbaar mein ummat ke jhutlaya gaya tumko Ali ke saamne duniya mein tadhpaaya gaya tumko Tumhara haq na dilwaya Ali sharminda hai Zehra Utaara qabr mein jis dam nabi zaadi ki mayyat ko Kabhi Hasnain ko dekha kabhi Zehra ki soorat ko Yahi ro-ro ke farmaya Ali sharminda hai Zehra Lahoo royega dil shaam o saher tumse juda ho kar Rahega ye qalaq konain ka mushkil kusha ho kar Na mohsin ko bacha paaya Ali sharminda hai Zehra Shikasta pasliyon ka dard bhi kuch kam na kar paaya Maseeha ko yahi gham hai ilaaj e gham na kar paaya Isi aalm me dafnaaya Ali sharminda hai Zehra Kabhi jab qabr par aaye baraaye faatiha khwani Yahi kehte the rakh kar turbat pe paishani Koi khatir na kar paaya Ali sharminda hai Zehra Najaf se jab Ali ne qabr e Zehra par nazar daali Lahed ujdhi huyi dekhi tadap kar reh gaya waali Ye jumla phir se dohraaya Ali sharminda hai Zehra Wo dekho aaj bhi saaya nahi hai qabr e zehra par Kisi ki ye sadaayein aa rahi hai Aamir o Akhtar Zamaane ne sitam dhaaya Ali sharminda hai Zehra END ----------------------------------------------------- HashTags:- #bibifatima #noha #shahadatbibifatimazehra #ameerhasanaamir #safeereaza #teamsafeereaza
6 سال پیش در تاریخ 1397/11/16 منتشر شده است.
84,024 بـار بازدید شده
... بیشتر