बूल बुलडोज़र ने सुनामी से रेत के महल को बचाया - Animals and trucks cartoons in Hindi

AnimaCars -  Hindi हिंदी
AnimaCars - Hindi हिंदी
38.6 میلیون بار بازدید - 5 سال پیش - Mausam baadali hai aur Wheelephant
Mausam baadali hai aur Wheelephant tat par ret ka mahal bana raha hai. Woh use poora karna chahta hai lekin battery kum hone ke kaaran woh so gaya. Lehrein badh rahi hai...



Animaland mein aapka swagat hai, ek aisa dweep jahaan gazab ke prani paaye jate hain jo ki aadhe janwar aur aadhi gadiyaan hain, inhe kehte hain AnimaCars! halanki yeh chalte motor engine ki tarah hain aur koi galti nahin karte , phir bhi yeh sab jungli mastikhor hain! Keval insaan jo inke aas paas hai woh hai Jonny Toolbox, woh ek baal engineer hai jo ki kuch bhi theek kar sakta hai. Chahe woh apni adhunik car ke saath safari le raha ho ya phir apne gupt kaarkhane mein kaam kar raha ho, woh dweep ke sabhi nivasiyon par nazar rakhta hai, aur animacars ko bachane ke liye hamesha taiyaar rehta hai! Khojiye Jonny aur uske adbhut karnaame sabhi animacars ke saath: Torch: Jonny ke sabse acha dost aur kutta, Billdozer: aadha bail, aadha bulldozer; Meagle: aadha garun, aadha plane; Trucktle: aadha kachua, aadha agnishaamak; G-Crane: aadha giraffe, aadha crane; Trackodile: aadha magarmacch, aadha vaahan patta; Wheelephant: aadha hathi, aadha khodak. Kaunsa hoga aapka pasandeeda?

AnimaCars ! SUPER PLAYLIST ! AnimaCars ! SUPER PLAYLIST !
कार सिटी सुपर प्लेलिस्ट : कार सिटी  सुपर प्लेलिस्ट
5 سال پیش در تاریخ 1398/10/05 منتشر شده است.
38,661,551 بـار بازدید شده
... بیشتر