ऐसे बनाए स्वादिष्ट मूंग दाल वड़ी, How to make moong dal vadi, Bhavana Choudhary

Bhavana Choudhary
Bhavana Choudhary
657.9 هزار بار بازدید - 2 سال پیش - #bhavanachoudharyGhar ki
#bhavanachoudhary

Ghar ki bani vadi ki baat hi kuch aur hai , swad hi kuch aur hai , vadi sardiyaan shuru hite hi aur khatam hone se pehle aap kabhi bhibana sakte ho 7 se 10din lagte hain vadi taiyaar hone main thodi si mehnat lagti hai par mehnat ka fal sehtmand hota hai kyonki ghar ki bani healthy vadi jo pariwar ko khane ka mouka milta hai.. toh iss baar zaroor banaaiye apne haathon se moong dal vadi😋❤

Ingredients:-
Half Kg Moong Dhuli Dal
10 gram Ginger /adrak
Half tea spoon asafoetida / Hing
2 and half tea spoon red chill powder/laal mirch
freshly chopped coriander/hara dhaniya patti

Chaar ghante moong dal bhigana hai phir mixi main bina paani daale  paste banana hai taki paste sukha rahe aur vadi banane aur sukhane main problem na ho ,uske baad adrak ka paste, hing, dhaniya , laal mirch daalkar mix kare fir badi thali ya polythene le le aur  haath main paste lekar chhote chhote gol shapes thali ya polythene par chhide (yani vadi tode) , phir dhoop main 2 din sukhaye uske baad ek turner(palta) ki madad se in vadiyon ko nikaal le aur dusri taraf se bhi sukhaayen tez dhoop ho toh 4 se 5 din main vadi sukh kar ready ho jaati hai.. uske baad vadi ki kadi banaayen, vadi main methi matar daal kar sukhi sabzi banaaye , vadi ki jhol wali (tari wali) sabzi banaye, vadi ko ubaal kar vadi ki sukhi sabzi banaye ye saari recipes main jaldi hi aapko bana kar dikhaaungi.. kaisi lagi aapko vadi banane ki vidhi zaroor batana.. pls like 👍, share , comment and subscribe 🙏

stay tuned with more authentic rajasthani vegetarian Indian recipes 😋
moong dal recipe,moong dal vadi recipe,moong dal vadi sabzi recipe,how to make moong dal vadi,कैसे बनाएं मूंग दाल की बड़ी,मूंग दाल की बड़ी बनाने की विधि,moong dal badi recipe,how to make moong dal badi,mangodi ki sabzi,mangodi banane,mangodi banane ki vidhi,mangodi banane ka tarika,mangodi banane ki recipe,badi banaane ka tarika,badi banane ka tarika,badi banane ka tarika bataiye,moong dal ki badi,moong dal ki badi kaise banate hain

Pls like ,share ,comment and subscribe.. शुक्रिया 😊

Mere Channel ko zaroor Subscribe karein-
@bhavanachoudhary
Join me on social media:
Facebook: bhavanachoud..
Twitter: bhavanakitchen
Instagram: bhavanachoudhary
2 سال پیش در تاریخ 1400/11/28 منتشر شده است.
657,940 بـار بازدید شده
... بیشتر