Aur ahista kijiye baatein - Pankaj Udhas

rayees mirza
rayees mirza
412.1 هزار بار بازدید - 13 سال پیش - Aur aahista kijiye baatein, dhadkane
Aur aahista kijiye baatein, dhadkane koi sun raha hoga
(Speak even more softly for someone may be listening to your heart beats)

Lafz girne na paaye honton se, waqt ke haath inko chun lenge
(Let not the words drop from your mouth for the hands of time may choose them)

Kaan rakhte hain ye dar-o-deewaar, raaz ki saari baat sun lenge
(They will hear all your secrets for these doors and walls do have ears)

Aise bolo ki dil ka afsana, dil sune aur nigaah doharaaye
(Narrate thy hearts affairs such that the heart hears and the eyes repeat in silence)

Apne charo taraf ki ye duniya,saans ka shor bhi na sun paaye
(Let not this world around us hear even your soft breathing)

Aaiye band karle darwaazein, raat sapne chura na le jaaye
(Let us lock the door before the night steals away our dreams)

Koi jhonka hawa ka aawara, dil ki baaton ko uda na le jaye
(Let not that vagabond of whiff of breeze blow away the words in your heart)

Aaj itne karib aa jaao , duriyon ka kahi nishaan na rahe
(May you come so close to me today, such that there may be no traces of distances)

Aise ek dusre me gum ho jayen, faasla koi darmiyaan na rah jaye
(Let us get lost in each other, such that there is no distance between us)
13 سال پیش در تاریخ 1390/09/29 منتشر شده است.
412,139 بـار بازدید شده
... بیشتر