Hazrat Isa AS Dhobi aur Kala Sanp | Prophet Jesus Story | Hazrat Isa AS Story in urdu | Pyaara Islam

Pyaara Islam
Pyaara Islam
1.5 میلیون بار بازدید - 4 سال پیش - Hazrat isa Alaihis Salam aik
Hazrat isa Alaihis Salam aik be imaan dhobi aur kalay naag ka hai dhobi ne kiye aisay kaam ke log is se hue pareshan is ko milnay wali thi saza par woh bach gaya kis amal se.

Aik baar Hazrat isa alaihis salam aik aisi bastii se guzray jahan par aik dhobi raha karta tha woh intehai bad ikhlaq aur bad tameez tha sath sath chor bhi tha is ki bud ikhlaqi is ki chori aur gheebat karne ke andaaz ki wajah se log usay bohat ziyada tang thay aur sab se barri baat woh kapray churata tha logon ke kapron mein se samaan nikaal kar wapas nahi karta tha is samaan ko bazaar mein beech deta tha aur kha pi kar apna guzaraa kar raha tha shuru shuru mein to logon ko pata nahi chalta tha jab woh kapray chura laita tha kapron mein agar kisi ka samaan reh jata aur samaan chura laita logon ke kapray idhar se idhar kar deta logon ke dil dosray insaan ki taraf se kharab karta .

Lekin baad mein jab is ki yeh aadat barhti gayi to logon mein mashhoor ho gaya ke yeh chor bhi hai bad-ikhlaq bhi hai bad tameez bhi hai aur sab se barri baat logon ke darmiyan larai karwata hai gharz ilaqay walay is se bara tang thay Allah ke nabi Hazrat isa alaihis salam is bastii mein daakhil hogaye is gharz se ke rahnumai karni hai logon ki Allah ki wahdaniyat ke baray mein batana hai agar koi bigra sun-hwa hai to is ko sudharna hai is ke liye dua karni hain kyunkay.

Allah ke Nabi Allah ke naik bande bud-dua nahi dete woh dua karte hain jab wahan perda rahay thay to wahan ke logon ko andaza ho gaya Allah ka aik naik bandah yahan par rehta hai aur is ke har dua qubool hoti hain to is ilaqay ke Ameer logon ne yeh faisla kya ke is khabees shetan se chhutkara haasil karne ke liye Allah ke nabi Hazrat isa alaihis salam ke paas jana chahiye aur woh hamaray haq mein dua karen ge aur is khabees insaan ko bad dua den ge taakay woh naist o nabood hojaye aur hum sab ko is se hamesha hamesha ke liye chhutkara mil jaye chunancha.

Aik din woh log dekh rahay thay ke yeh insaan yani dhobi ghaat par jata hai aur hum isi waqt Hazrat isa alaihis salam ke paas pohnchain ge kyunkay agar is ke samnay pahunchte to is ko maloom ho jata aik din jab dhobi sab ke kapray le kar –apne dhobi ghaat par chala gaya jab bastii se bahar tha to woh log mil kar Hazrat isa alaihis salam ke paas aaye aur darkhwast ki Hazrat isa alaihis salam ke Allah ke nabi aap jo dua karen ge woh Allah talaay ga nahi aap is dhobi ke haq mein bud-dua kardey hum is ko is bastii se nikalna chahtay hain hum chahtay hain is par azaab aa jaye aap alaihi salam ne kaha ke kisi ko bad dua nahi deeni chahiye aur azaab hamaray kehnay se nahi aata hai Allah taala ke hukum par aata hai aur Allah ke nabi kisi par azaab laane ki dua nahi karte hain.

haan mein yeh zaroor dua karta hon ke Allah taala is ko hadaayat day lekin log musalsal yeh boltay rahay Allah taala is be imaan ko is dhokay baz ko isi jagah par jahan woh ghaat pergaya hai dhobi ghaat par ghaarat kardey log jo takleef mein thay.


----------- ----------- -----------
#HazratIsaDhobiAurKalaSanp
#ProphetJesusStory
#HazratIsaASStory
#HazratIsaASKWaqia
#HazratIsaASDhobi
#QasasUlAnbiya
#PyaaraIslam






----------- ----------- -----------
Cover Topic:-
1) Hazrat Isa as Ek Dhobi aur Kala Saanp || Prophet Isa Story || Isa as ka waqia || Jesus Story | Hazrat Isa Snake story
2) Hazrat Isa Aur Ek Dhobi Ka Waqia
3) Hazrat Esa AS aur Aik Dhobi aur Sanp ka Waqia | Hazrat Isa AS ka Waqia
4) Hazrat ESA AS Aur Aik Dhobi Ka Waqya ( Story Of Hazrat ESA AS )
5) Hazrat Isa AS Story in urdu | life of Prophet Isa | Qasas ul anbiya
6) Hazrat isa alaihis salam ka waqia
7)  Hazrat Isa as ka waqia
8) Prophet Jesus story
9) Hazrat Isa Alaihis Salam story
10) Hazrat Isa AS Dhobi aur Kala Sanp | Prophet Jesus Story | Hazrat Isa AS Story in urdu | Pyaara Islam


----------- ----------- -----------


FAIR-USE COPYRIGHT Disclaimer
This video meant for educational purpose only we not own any copyrights all the rights go to their respective owners.

Copyright Disclaimer Under Section 107 of the Copyright Act 1976, allowance is made for "fair use" for purposes such as criticism, comment, news reporting, teaching, scholarship, and research. Fair use is a use permitted by copyright statute that might otherwise be infringing. Non-profit, educational or personal use tips the balance in favor of fair use.
DISCLAIMER: This Channel DOES NOT Promote or encourage Any illegal activities , all contents provided by This Channel is meant for EDUCATIONAL PURPOSE only .

----------- ----------- -----------

My Official channel Link:-
pyaaraislamofficial

Contact info:-
Fb Group :- Facebook: pyaaraislamgroup
Facebook :- Facebook: pyaaaraislam
Twitter  :- Twitter: PyaaaraIslam
Blog  :- https://pyaaaraislam.com
4 سال پیش در تاریخ 1399/10/04 منتشر شده است.
1,570,730 بـار بازدید شده
... بیشتر