Hai Ye Duniya Kaun Se-Geeta Dutt and Hemant Kumar-Sailaab (1956)

Suhanee Lall
Suhanee Lall
21.4 هزار بار بازدید - 14 سال پیش - The song was mentioned in
The song was mentioned in a comment by:pashambay
The audio is bit scratchy but that's what I could find.

Lyrics:
Geeta Dutt version
hai ye duniyaa kaun si ai dil mujhe kyaa ho gayaa

jaise manzil par koyi aake musaafir kho gayaa

main hoon ik panchhi akelaa is gagan ki chhaaon mein

udte udte aa gayaa hoon baadalon ke gaaon mein
apne hi sapnon ki dhun mein chalte chalte kho gayaa

sun bhi lo gham ki sadaayen dard kaa paighaam lo

dagmagaate jaa rahe hain aake hamko thaam lo
phir naa kahnaa zindagi kaa aasraa gum ho gayaa
hai ye duniyaa kaun si ai dil mujhe kyaa ho gayaa
jaise manzil par koyi aake musaafir kho gayaa
hai ye duniyaa kaun si ai dil mujhe kyaa ho gayaa
******************************************************
Lyrics:
Hemant Kumar version
hmm hmm hmm
hai ye duniyaa kaun si ai dil mujhe kyaa ho gayaa
hai ye duniyaa kaun si ai dil mujhe kyaa ho gayaa
jaise manzil par koyi aake musaafir kho gayaa
hai ye duniyaa kaun si ai dil mujhe kyaa ho gayaa
main hoon ik panchhi akelaa is gagan ki chhaaon mein
main hoon ik panchhi akelaa is gagan ki chhaaon mein
udte udte aa gayaa hoon baadalon ke gaaon mein
apne hi sapnon ki dhun mein chalte chalte kho gayaa
hai ye duniyaa kaun si ai dil mujhe kyaa ho gayaa
jaise manzil par koyi aake musaafir kho gayaa
sun bhi lo gham ki sadaayen dard kaa paighaam lo
sun bhi lo gham ki sadaayen dard kaa paighaam lo
dagmagaate jaa rahe hain aake hamko thaam lo
phir naa ye kahnaa deewaane tu kahaan gum ho gayaa
hai ye duniyaa kaun si ai dil mujhe kyaa ho gayaa
jaise manzil par koyi aake musaafir kho gayaa
hmm hmm hmm
14 سال پیش در تاریخ 1389/01/17 منتشر شده است.
21,441 بـار بازدید شده
... بیشتر