Vital Signs - Khamosh Ho

jaffar ihsan
jaffar ihsan
1.9 هزار بار بازدید - 7 سال پیش - Khamosh ho, kiya baat hai
Khamosh ho, kiya baat hai ?
kuch keh diya, maan baap ne?
tou kiya hua ?
zidd na karo
kehtey hien jo, woh maan lo
woh maan lo

mien khush hun mujhe,
mera khawaab mila,
apna na hua tou phir kiya ghamm,
dekha tou sahi,

chahat ka khayaal aya tou hamien,
pura na hua to phir kiya ghamm,
socha tou sahi,

khamosh ho, kiya baat hai ?
kuch keh diya, maan baap ne ?
khamosh ho..

tum thaamey huey, kisi aur ka haath,
aaya tou karo gi na bolo, aao gi na ?
aur kabhi kabhi, khirki se mujhey,
dekha tou karo gi na bolo, dekho gi na ?

khamosh ho, kiya baat hai ?
kuch keh diya, maan baap ne ?
tou kiya hua ?
zidd na karo,
kehtey hien jo,
woh maan lo,
woh maan lo,

khamosh ho, kiya baat hai ?
kuch keh diya, maan baap ne ?
khamosh ho, kiya baat hai ?
khamosh ho, kiya baat hai ?
khamosh ho..
7 سال پیش در تاریخ 1396/07/24 منتشر شده است.
1,982 بـار بازدید شده
... بیشتر