Muhammad Shaikh v/s Ghamidi Followers | Kya Muhammad Rasool Allah ki hazir nabi per mohar nahi hai?

MUHAMMAD SHAIKH
MUHAMMAD SHAIKH
222 هزار بار بازدید - 3 سال پیش - Interactive E-Catalogue English
Interactive E-Catalogue English
https://drive.google.com/file/d/1G8BT...

Interactive E-Catalogue Urdu
https://drive.google.com/file/d/110vK...

Muhammad Shaikh v/s Ghamidi Followers | Kya Muhammad Rasool Allah ki hazir nabi per mohar nahi hai?

کیا محمد رسول اللّٰہ کی حاضر نبی پر مہر نہیں ہے؟

Duniya ke har muashray mein mukhtalif nazriaat ke haamil log ya giroh mojood hotay hain jin ki koshish yeh hoti hai ke jis nazriye aur aqeday par woh imaan rakhtay hain usay sahih saabit karte hue doosron ko qaail kya ja sakay. is silsilay ko jari rakhnay ke liye duniya ke sahib ilm logon ne kuch usoolon par mabni aik tareeqa waza kya sun-hwa hai jisay manazra ya mobahisa kehte hain.

Is manazra mein do surkha mukhalif fareeqon se aik mauzo par apne apne dalail ke sath guftagu karte hain aur apne un nazriaat aur khayalat ki taied ke liye misalein aur shawahid bhi istemaal karte hain, isi riwayat ko barqarar rakhtay hue aik aur mubahisa paish khidmat hai jo Muhammad Shaikh aur Ghamidi ke pirokaron ke darmiyan 2019 mein Toronto canada mein ye mubahisa huva bunyadi tor par quran ki ayaat par mabni hai jis ka mauzo yeh hai ke kis terhan Allah ki aik hi kitaab har zamane mein insanon ki hadaayat ke liye mojood hai aur kis terhan nabuwat har zamane mein jari rehti hai .

Muhammad Shaikh ne un dono mozuaat ko Allah ki ayaat hi se dalail day kar saabit kya hai. ab yeh nazreen par munhasir hai ke woh is mubahisay ko ghhor se dekh kar khud faisla karen ke dono mein se kin ke dalail ziyada mantaqi aur wazni hain, is liye ye mubahisa dekhna laazmi hai.

دنیا کے ہر معاشرے میں مختلف نظریات کے حامل لوگ یا گروہ موجود ہوتے ہیں جن کی کوشش یہ ہوتی ہے کہ جس نظریے اور عقیدے پر وہ ایمان رکھتے ہیں اسے صحیح ثابت کرتے ہوئے دوسروں کو قائل کیا جا سکے۔ اس سلسلے کو جاری رکھنے کے لئے دنیا کے صاحب علم لوگوں نے کچھ اصولوں پر مبنی ایک طریقہ وضع کیا ہوا ہے جسے مناظرہ یا مباحثہ کہتے ہیں۔

اس مناظرہ میں شرکاءدو مخالف فریقوں سے ایک موضوع پر اپنے اپنے دلائل کے ساتھ گفتگو کرتے ہیں اور اپنے ان نظریات اور خیالات کی تائید کے لئے مثالیں اور شواہد بھی استعمال کرتے ہیں، اسی روایت کو برقرار رکھتے ہوئے ایک اورمباحثہ پیش خدمت ہے جو محمد شیخ اور غامدی کے پیروکاروں کے درمیان 2019 میں ٹورنٹو کینیڈا میں ہوا، یہمباحثہ بنیادی طور پر قرآن کی آیات پر مبنی ہے جس کا موضوع یہ ہے کہ کس طرح اللہ کی ایک ہی کتاب ہر زمانے میں انسانوں کی ہدایت کے لئے موجود ہے اور کس طرح نبوت ہر زمانے میں جاری رہتی ہے۔

محمد شیخ نے ان دونوں موضوعات کو اللہ کی آیات ہی سے دلائل دے کر ثابت کیا ہے۔ اب یہ ناظرین پر منحصر ہے کہ وہ اس مباحثے کو غور سے دیکھ کر خود فیصلہ کریں کہ دونوں میں سے کن کے دلائل زیادہ منطقی اور وزنی ہیں، اس لئے یہمباحثہ دیکھنا لازمی ہے۔

Copyright ©️ 2024 Muhammad Shaikh

Copyright of this video belongs to Muhammad Shaikh. No portion of this video or any images or audio therefrom may be published, disseminated, transmitted, downloaded, or replayed in any manner without the express written consent of the copyright holder.

#debate #debatewithmuslim #debates
3 سال پیش در تاریخ 1400/08/21 منتشر شده است.
222,076 بـار بازدید شده
... بیشتر