MADINA HIJRAT - Sahaba Ansar Mahajreen ka Safar - Sahaba Ansaar Abubakar ra ka Sath - Maulana Ishaq

Sheikh-ul-Islam Maulana Ishaq
Sheikh-ul-Islam Maulana Ishaq
17.6 هزار بار بازدید - 2 سال پیش - date:2009-12-11year:2009title: MADINA HIJRAT - Sahaba
date:2009-12-11
year:2009
title:

MADINA HIJRAT - Sahaba Ansar Mahajreen ka Safar - Sahaba  Abubakar ra ka Sath - Maulana Ishaq

Hazrat Usman ra or hazrat umar ra ki tareekh e shahadat, makkah se madina hijrat ka tafseeli bayan.
duration:50:50
Quran:surah al nahal, ayaat no 110

q1)04:15-11:16
hazrat usman ra ki sahi tareekh e shahadat 12 zilhujj he.@
q2)11:17-14:33
hazrat umar ra ki sahi tareekh e shahadat kia he?@
q3)14:34-20:33
dr hussain ahmad paracha k hujj ka bayan.
hujj ki fazeelat or urdu poetry.
q4)20:34-31:21
islami calendar hijri kion he?@
meelad se islam ko kia nuqsan hota he?
Nabi saw ki wiladat or wafat ki sahi tareekh kia he?£
Nabi saw ka wisaal qayamat ki pehli nishani he.£
q5)31:22-43:56
Nabi saw ki madina ki taraf hijrat or madina ka tareekhi pas e manzar.
madina se Nabi saw se pehlay 6 log milnay aaye thay?@
hazrat zakwan ra muhajir o ansari sahabi kehlatay han.£
Nabi saw ka hazrat musab bin umair or hazrat abdullah bin maktoom ra ko madina me aalim e deen ki haisiyyat se bhejna.£
hazrat saad bin maaz ra or hazrat saad bin obadah ra k eeman lanay ka waqia.@
hazrat usairam ra ka eeman lana or namaz k waqat se pehlay hi shaheed honay ka bayan.£
q6)43:57-1:05:00
hazrat abu salma ra apni family k sath makkah se sabse pehlay hijrat k liye niklay thay.£
hazrat abu salma or unki biwi or bachay par zulam ka bayan.£
hazrat abu bakar siddique ra ka hijrat k liye 2 oontnian palna.
kuffar e makkah ka Nabi saw k qatal ka mansooba banana.
Nabi saw ka hazrat abu bakar siddique ra k sath ghar e sor me 3 din panah lena or kuch jhootay qissay.£
allama iqbal ki farsi poetry or gham o takleef ka elaj.
hazrat bu bakar siddique ra ka asal naam abdullah tha.£
Nabi saw k sath hijrat k waqat konsay 3 afraad mojood thay?£
hazrat abu bakar ra ka Nabi saw k baray me zoo maani bayan dena.
hazrat suraqa bin malik ka Nabi saw k peechay jana.
Nabi saw ki madina me aamad or istaqbal ka bayan.@
masjid e quba ki bunyad or fazeelat.£
hazrat ayyub ansari ra ka asal naam hazrat khalid bin zaid he.£
hazrat qais bin salma ra ki Nabi saw ki aamad par kuch poetry ka bayan.
q7)1:06:37-1:07:50
mina se agar koi bhool kar makkah chala jaye to usko kia koi kaffarah dena paray ga?£
2 سال پیش در تاریخ 1400/11/10 منتشر شده است.
17,683 بـار بازدید شده
... بیشتر