ye na thi hamari kismat ke wisal e yar hota | Mirza Ghalib Urdu Ghazal |Mirza ghalib poetry

Urdu Poetry Studio
Urdu Poetry Studio
63.4 هزار بار بازدید - 6 سال پیش - Ye Na Thi Hamari Kismat
Ye Na Thi Hamari Kismat k Wisaal e Yaar Hota
Agar Aur Jeete Rehte Yehi Intezaar Hota…
Tere Waade Pe Jiye Hum to Ye Jaan Jhoot Jana
Ke Khushi Se Mar Na Jaate Agar Aitbaar Hota…
Teri Nazuki Se Jana k Bandha Tha Ahd Bodha
Kabhi Tu Na Tor Sakta Agr Ustawar Hota…
Koi Mere Dil Se Pooche Tere Teer Neem Kash Ko
Ye Khalish Kahan Se Hoti Jo Jigar Ke Paar Hota…
Ye Kahan Ki Dosti Hai Ke Bane Hain Dost Naaseh
Koi Chara Saaz Hota Koi Gham Gusar Hota…
Rag e Sang Se Tapakta Wo Lahoo Ki Phir Na Thamta
Jise Gham Samajh Rahe Hoo, Ye Agar Sharrar Hota…
Gham Agarche Jangosil Hai, Pe Kahan Bachen Ke Dil Hai
Gham e Ishq Agar Na Hota, Gham-e-Rozgar Hota…
Kahoon Kis Se Main Ke Kya Hai, Shab e Gham Buri Bala Hai
Mujhe Kya Bura Tha Marna Agar Aik Baar Hota…
Hue Mar Ke Hum Jo Ruswa, Hue Kyun Na Gharq e Darya
Na Kabhi Janaza Uthta Na Kahin Mazaar Hota…
Ye Masail e Tasawwuf, Yeh Tera Bayaan Ghalib
Tujhe Hum Wali Samajhte Jo Na Bada Khwar Hota

Mirza Ghalib Urdu Ghazal..........


Ghalib born Mirza Asadullah Baig Khan, 27 December 1797 – 15 February 1869), was a prominent Urdu and Persian-language poet during the last years of the Mughal Empire. He used his pen-names of Ghalib and Asad. His honorific was Dabir-ul-Mulk, Najm-ud-Daula. During his lifetime the Mughals were eclipsed and displaced by the British and finally deposed following the defeat of the Indian rebellion of 1857, events that he described.Most notably, he wrote several ghazals during his life, which have since been interpreted and sung in many different ways by different people. Ghalib, the last great poet of the Mughal Era, is considered to be one of the most famous and influential poets of the Urdu and Persian languages. Today Ghalib remains popular not only in India and Pakistan but also among the Hindustani diaspora around the world....

Here Are SOme Poetry Videos...

Koi Umeed Bar Nahi Aati Mirza Ghalib urdu Ghazal...Koi Umeed Bar Nahi Aati | Mirza Ghali...

Jinhe Main Dhondta tha asmano main zameeno main... Jinhe Main Dhondta tha |Allama Iqbal ...


ye na thi hamari kismat ke wisal e yar hota.... ye na thi hamari kismat ke wisal e ya...


Majnoon Ne Shehar Chora Tu Sehra Bhi ..... Majnoon Ne Shehar Chora Tu Sehra Bhi ...


Aah ko chahiye ik umr asar hone tak-Mirza Ghalib... Aah ko chahiye ik umr asar hone tak| ...


dukh de kar sawaal karte ho | Mirza Ghalib... Dukh de kar sawaal karte ho | Mirza G...



Allama iqbal poetry Collection... Best Allama Iqbal Urdu poetry | Allam...

mohsin naqvi poetry | Best urdu poetry collection 2018... Video

Narwa hai sukhan shikayat ka | Jaun Elia urdu Ghazal..  Narwa hai sukhan shikayat ka | Jaun E...


Dil Ki Takleef kam nahi karty |Urdu Ghazal Of Jaun Elia....  Dil Ki Takleef kam nahi karty |Urdu G...


if you want to see videos about urdu poetry, mirza ghalib, mirza ghalib poetry, best ghazals of all time, poetry, ghalib, ghazals collections, ghalib poetry, jagjit singh ghazals, mirza ghalib ghazal, hindi poetry, mirza ghalib (author), mirza ghalib poetry in urdu 2 lines, ahmedshah, urdu shayari love, urdu shayari, hindi shayari, urdu poems, urdu poetry love, poetry love, urdu poetry sad, urdu poetry point, shaam-e-ghalib with kader khan, shaam-e-ghalib, kader khan urdu campaign, souvenir from kader khan in kuwait, souvenir from kader khan, legacy of kader khan, tribute to kader khan, kader khan presents mirza ghalib in kuwait, kader khan in kuwait - translates mirza ghalib poems, kader khan in kuwait, mirzagalib,tik tok poetry,poetry for tiktok,whatsapp status poetry,poetry for whatsapp status, faizahmed, poetry 2018, zia mohyeddin, lecture, gham ka khazana tera bhi hai, chitra singh ghazals, gulzar songs then you visit my channel.



Background Music Credited to Respected Owners
6 سال پیش در تاریخ 1397/04/17 منتشر شده است.
63,476 بـار بازدید شده
... بیشتر