Zikr Allah Ki Ijazat!!!

Fikar E Iqbal
Fikar E Iqbal
95.4 هزار بار بازدید - 5 سال پیش - Assalam-o-Alaikum; zikr allah ki ijazat
Assalam-o-Alaikum; zikr allah ki ijazat lena q zarori hai. islam mein sab se afzal zikr hai zikr allah jis ki waja se aap ka dil roshan ho jata hai. zikr allah ki fazilat kiya hai islam mein agar kisi ko pata chal jaye to wo shakhs zikr allah se aik mint bhi ghafil na rahe. agar kisi bhi bhai ko zikr allah ki ijazat chahiye to wo bhi is video ko pora zaror dekhein Inn Sha Allah ap ko is zikr allah se boht faida ho ga. #ZikrAllah #ZikrAllahKiIjazat #AdvZuhaibHafeez

Zikr Allah Ki Ijazat Explanation By Adv Zuhaib Hafeez

Sahih Bukhari Hadith No 6045 Allah pak kami baishi maf farmay ke jab log zikr allah kar rahe hote hain. jahan bhi zikr allah ho raha wahan farishte aa jate hain aur jahan zikr allah ho raha hota hai us jagah ko farishte apne paron se zamen se le kar asam tak dhak dete hain. subhanallah zikr allah ki tadad kiya honi chahiye islam ke 5 arkaan hain . kalma yani zikr allah namaz roza haj zaqat 4 chezon ka waqt hai jaise namaz ka time hai jab ho ga to hi parhi jaye gi haj ho ga to tab hi parha jaye ga roze ka bhi waqt hai zaqat ka bhi time hai . sirf aik chez hai zikr allah jis ka koi waqt nahi ap kisi bhi time zikr allah kar sakte hain . ap ke pas jab bhi time ho ap zikr allah kar sakte hain zikr allah ka koi time paband bhi ap kisi bhi time zikr kar sakte hain. zikr Allah to mere dosto aj ap ko bataya jaye da ke islam mein zikr allah ka kya maqam hai . Allah pak Quran e pak mein farmata hai jab tum namazein parh lo namaz se farigh ho jao to zikr allah mein mashghol ho jao. agar ap aisa karte hain to phir chahye ap kam kaj mein bhi masrof hon gay tab bhi ap ke dil ki dharkan zikr allah karti rahe gi aur ap ko har kam mein kamyabi milti rahe gi . phir chahe ap sote bhi rahein gay to bhi ap ke dil ki dharkan zikr allah allah karti rahe gi . hazrat muhammad sallallahu alayhi wa sallam ne farmaya ke meri ankhein soti hain dil nahi sota . dil har waqt zikr allah allah karta hi rehta hai . yehi wo raaz hai zikr allah ka zikr e ilahi ka zikr e qalbi ka ab rahi bat ke zikr allah ka sahi waqt kiya hona chahiye. uthte bhi beathy bhi sote bhi zikr allah kiya karo . ke har waqt zikr allah kiya karo yani sote bhi raho to bhi zikr allah karte raho . khare bhi ho to zikr allah karte raho agar baithy bhi ho to zikr allah karte raho . yani har hal mein zikr allah karte raho Quran e pak mein Allah pak farmata hai . mere mehbob bande aise hain jin ko kharedo farokht zikr allah se ghafil nahi karti . aur wo log jo zikr allah boht kasrat se karte hain yani har waqt har lamha zikr allah karne ki takeed ki gai hai . aur aisa zikar allah mumkin shayad zuban se nahi es ke liye apne dil ko zikr allah mein lagana ho ga take ap jo kam mein karte rahein ap ka dil zikr allah karta rahe chahe ap sote bhi rahein dil ki dharkanein zikr allah karti rahein . tabhi ap ko zikr allah ki kamyabi milti hai ke ap zikr allah ko apne dil mein hi basa lein jo apni har dharkan ke sath hi zikr allah mein mashghol rahy.

More Related videos Vist For

Twitter: fikar_iqbal
Facebook: Advocate-Zuhaib-Hafeez-218700805689062
The Country Pakistan: What Will Happen To The Next Time?
The Country Pakistan: What Will Happe...
Pictures On The Moon: Discovered By Allama Iqbal!!!
Pictures On The Moon: Discovered By A...
Darood Sharif; Ka Raaz By Allama Iqbal| Darood E Pak Ki Fazilat
Darood Sharif; Ka Raaz By Allama Iqba...
Bait Karna Kiun Zarori Hai Bait In Islam!!!
Bait Karna Kiun Zarori Hai Bait In Is...
Darood Sharif Ki Fazilat | Har Pareshani Aur Musibat Se Nijat Ki Dua!!!
Darood Sharif Ki Fazilat | Har Paresh...
Zikr E Qalbi Ki Ijazat By Advocate Muhammad Zuhaib Hafeez!!!
Zikr E Qalbi Ki Ijazat By Advocate Mu...
Noor Sriyait karne Ka Tarika | Dil Mein Khuda Ka Noor Paida Karna
Noor Sriyait karne Ka Tarika | Dil Me...
Qalandar; Ka Raaz By Allama Iqbal
Qalandar; Ka Raaz By Allama Iqbal | E...

I'm Advocate Zuhaib Hafeez and a practice in lawyer.I am passionate in the message of Allama Iqbal.My channel is going to elaborate the message of Iqbal to the youth of Pakistan in true sense.
5 سال پیش در تاریخ 1398/04/03 منتشر شده است.
95,440 بـار بازدید شده
... بیشتر