Company aur website government se registered hai ya nahi kaise check kare - video tutorial

Abhishek Anand-Learn And Earn
Abhishek Anand-Learn And Earn
178.8 هزار بار بازدید - 11 سال پیش - Dosto , video me bataya
Dosto , video me bataya gaya hai ki koi bhi company government se registered hai ya nahi aap isko kaise check kar sakte hai.Bahut saare log jaankaari nahi hone ke chalte galat companies ke chakkar me fas jaate hai.video me step by step bataya gaya hai ki aap kaise check kar sakte hai ki koi bhi company government se registered hai ya nahi.Iske liye apko MCA ke website per jaan hai aur waha company ka naam enter karma hai uske baad search button ko dabana hai.Uske baad agar apko approved likha hua milta hai to company government se registered hai otherwise nahi.Yeh video dekhkar aap apne ko kisi bhi fraud company ke khilaf secure kar sakte hai.

Follow me
Mr. Abhishek Anand
Email : [email protected]
Website : http://www.mmmindia2.blogspot.com
My facebook link : Facebook: abhi612
My twitter link : Twitter: vic2dataentry
Skype id : vic2dataentry
11 سال پیش در تاریخ 1392/08/01 منتشر شده است.
178,885 بـار بازدید شده
... بیشتر