EK MEEM KE PARDE MAI KYA KHEL NIRALA HAI - KALAAM HAZRAT MAROOF PEER - IRFANI KALAAM

Peer Maroof
Peer Maroof
117 هزار بار بازدید - 5 سال پیش - HAZRAT MAROOF PEERCONTACT NO :
HAZRAT MAROOF PEER
CONTACT NO : +91 99679 85702

EK MEEM KE PARDE MAI KYA KHEL NIRALA HAI
KALAAM - HAZRAT MAROOF PEER

ایک میم کے پردے میں کیا کھیل نرالا ہے
کثرت کے اندھیروں میں وحدت سے اجالا ہے
شاعر :- حضرت خواجہ صوفی شیخ محمد فاروق شاہ قادری چشتی عادل فہمی نوازی معروف پیر مد ظلہ العالی

SUFIYANA KALAAM - IRFANI KALAAM -MARIFAT KALAAM - TASAWWUF KALAAM

Ek Meem Ke Parde Me Kya Khel Nirala Hai
Kasrat Ke Andhero Me Wahdat Ka Ujala Hai

Zulman  Jahula  Ban  Kar  Bar e Uta Uthaya
Is Bar e Amanat Ka Kuch Bhed Nirala Hai

Qatre   Me   Chupa    Darya    Jaise   Sadaf   Me   Moti
Woh Band Hai Bande Me Aur Khud Ko Sambhala Hai

Har Naam Ke Hai Maani Aur Allah Hai Be Maani
Is   Raaz   Ko   Pao    Kyu   Naam   Me   Tala   Hai

Kya Cheez Pilayee Hai Fehmi Ke Tasadduk Me
Ye Naghma Khafi Ka Hai Tum Ne Hi Uchala Hai

Mann Araf Ka Aaina Maroof Khud Me Dekho
Qad Arf Ke Jalwon Se Har Dam Me Ujala hai

(Kalam Sarkar Maroof Peer)

WEBSITE
http://www.maroofpeer.com
http://internationalsufismacademy.blo...
peermaroof
maroofpeer  
sarkarmaroofpeer
sufimuraqbah
miracleofislam92
Facebook: maroofpeer92
Facebook: peermaroof
Twitter: MaroofPeer1
Twitter: PeerMaroof
http://maroofpeer.blogspot.com
http://peermaroof.blogspot.com
5 سال پیش در تاریخ 1398/11/05 منتشر شده است.
117,022 بـار بازدید شده
... بیشتر