Hamare Shauq Ki Ye Intiha Thi, Qadam Rakkha Ki Manzil Rasta Thi - Javed Akhtar Ghazal / Poetry !

SK POETRY
SK POETRY
271 بار بازدید - 4 سال پیش - Javed Akhtar Sahab's Ghazal /
Javed Akhtar Sahab's Ghazal / Poem.
Hamare shauq ki ye intiha thi,
Qadam rakkha ki manzil rasta thi.

Bichhad ke Dar se ban ban phira wo,
Hiran ko apni kasturi saza thi.

Kabhi jo khwab tha wo pa liya hai,
Magar jo kho gayi wo chiz kya thi.

Main bachpan mein khilaune todta tha,
Mere anjam ki wo ibtida thi.

Mohabbat mar gayi mujh ko bhi gham hai,
Mere achchhe dinon ki aashna thi.

Jise chhu lun main wo ho jaye sona,
Tujhe dekha to jaana bad-dua thi.

Mariz-e-khwab ko to ab shifa hai,
Magar duniya badi kadwi dawa thi. !!


Our Social Links

Facebook     Facebook: skpoetrydotcom
Twitter          Twitter: skpoetrydotcom
Instagram    Instagram: skpoetrydotcom
Pinterest      Pinterest: skpoetrydotcom


Visit Our Website For Hindi Shayari / Urdu Poetry / Ghazals / Nazms & Much More !!

https://skpoetry.com


#Javed_Akhtar
#Javed_Akhtar_Poetry
#Urdu_Poetry
#Ghazal
#Hamare_Shauq_Ki_Ye_Intiha_Thi
#Hindi_Shayari
#Skpoetry
#Sk_Poetry
4 سال پیش در تاریخ 1399/02/11 منتشر شده است.
271 بـار بازدید شده
... بیشتر