बार बार सफाई करना क्या बीमारी है | Safai ki bimari | Contamination OCD Treatment your own

Moral Vishva
Moral Vishva
15.1 هزار بار بازدید - 4 سال پیش - Contamination OCD yani cleaning OCD
Contamination OCD yani cleaning OCD saaf safai ki bimari hai kyonki ismen insan ko unwanted thoughts aate rahte hain saaf safai ko lekar jaise baar baar safai karna ya bahut hi jyada safai karna. To doston kya ye ek mental disorder hai.

Kai logon ka sawal hai "how to treat OCD on your own" to aaj hum isi sawal ka jawab denge aur batayenge ki kaise bina davaiyon ke OCD ko treat kar sakte hain. Aur yah jo safai karne ki bimari hai ise asani se kaise thik kar sakte hai.

Cleaning OCD treatment bilkul asan hai aur bar bar hath dhone ki bimari ka ilaaj bhi badi asani se ho jata hai aur asani se aap is samashya se bahar bhi aa sakte hai. To is video ko pura dekhen kyonki ismen aap janege ki Cleaning kya hai aur iska illaj kya hai.
thankyou

Follow Us-

FacebookPage-
https://m.facebook.com/Moralvishva/?r...

Tweeter-
Twitter: MoralVishva

Instagram- https://www.instagram.com/moralvishva...

#ocdcleaners
#obsessivecompulsivecleaners
#ocdtreatment
4 سال پیش در تاریخ 1399/06/15 منتشر شده است.
15,163 بـار بازدید شده
... بیشتر