एक्सेल में जोड़, घटाव, गुणा, भाग कैसे करें ! Excel Formula (Add, Subtract, Multiply & Division)

Technical Step
Technical Step
92.8 هزار بار بازدید - 4 سال پیش - Excel Basic Formula, Excel me
Excel Basic Formula, Excel me  Add, Subtract, Multiply & Divide Kaise Kare. एक्सेल में जोड़, घटाव, गुणा, भाग कैसे करें !

Hello friend  Kaise hai Aap log... I hope ki Aap log thik honge. Mera Naam hai Touheed aur hamesha ki tarah ek baar phir se Swagat hai Aap logo ka Mere  Youtube Channe Technical Step pe.

Batane se pahle dosto agar aapne ne mera channel subscribe kar liya hai to bahut bahut shukriya aur agar aap channel pe naye hai to please Is channel ko subscribe kar lijiye. Aur bagal me di gayee bell icon pe jarur press kare taki mere aane wale har video ka notification aap ko mil sake.

About This Video –
Is video me mai aapko Excel ke kuch formule ke bare me batane ja raha hu jaise ki Excel me Add, Subtract, Multiply & Divide Kaise Karte hai. I hope ye video aap logo ke liye helpful hogi to is video ko pura dekhe.

Thank You.
-------------------------------------------------------------------------------------------------------
Disclaimer - video is for educational purpose only. Copyright Disclaimer Under Section 107 of the Copyright Act 1976, allowance is made for "fair use" for purposes such as criticism, comment, news reporting, teaching, scholarship, and research. Fair use is a use permitted by copyright statute that might otherwise be infringing. Non-profit, educational or personal use tips the balance in favor of fair use.
4 سال پیش در تاریخ 1398/12/10 منتشر شده است.
92,857 بـار بازدید شده
... بیشتر