बच्चों में Virtual autism क्या है? TV, mobile कैसे देते है इसे बढ़ावा?

Tata 1mg
Tata 1mg
48 هزار بار بازدید - پارسال - Virtual duniya asli nahi hoti
Virtual duniya asli nahi hoti hai, ise aap dekh aur sun sakte hain, lekin feel nahi sakte hain. Bachhe apne aas paas ki environmental chijo se u bahut kuch seekhte hain or unka sensory system usse well developed bhi hota hai. Lekin jab unhe constantly gadgets ka exposure milta rehta hai, tab ve real world ko jyada explore nahi kar pate aur unka brain under development ki or jana start ho jata hai. Jise hum Virtual Autism kehte hai

Is video mein Dr Rajiv apko virtual autism ke bare mein btaynege. Virtual autism ek aisi condition hai jo aksar do saal se kam umar ke bacho mein hoti hai, jisme baccha apna jyadatar time screen ke samne bitana shuru kar deta hai. Isse unke brain development par asar padta hai aur unme autism spectrum disorder (ASD) jaise lakshan dikhne lagte hain.

Isme baccha autism-related symptoms aur behaviors dikhane lagta hai jaise hyperactivity, attention ki kami, khelne ki activities ke alawa kisi bhi virtual duniya mein ruchi na hona, delay in speech, lack of social interaction and many more.

Is video mein Dr Rajiv aapko virtual autism ke treatment ke kuch tarike batayenge,  or kese ap unki life ko normal track pr la skte hai uske bare me bat karenge. To us jankari ke liye video ke anth tak bane rahe.

#virtualautismchild  #autismawareness  #childdevelopment  #parentingtips ##virtualautismchild , #autismawareness  ,#childdevelopment,  #parentingtips ,#virtualautismchild  ,#virtualautismrecovery ,#virtualautismsymptoms ,#virtualautismrecoverytime ,#virtualautismvsclassicautism ,#virtualautismtreatment ,#virtualautismtherapy ,#virtualautismrecoverystory ,,#virtualautismsuccessstory ,#virtualautismexperience ,#virtualautismhindi ,#virtualautismandstimming, #virtualautismandclassicautism ,#virtualautismandspeechdelay,
Subscribe to our channel for more videos and get an answer to your queries: http://bit.ly/Subscribe_1mg

Connect with us on:-

To consult a specialist doctor http://bit.ly/2PwD6QA
Facebook:  Facebook: 1mgOfficial
Visit our website at https://bit.ly/2Zvv7JX
پارسال در تاریخ 1402/03/22 منتشر شده است.
48,094 بـار بازدید شده
... بیشتر