Yashraj - VN2 (MAUKE) | Karonik [Official Music Video]

Yashraj
Yashraj
108.1 هزار بار بازدید - 3 سال پیش - Subscribe to the Channel:
Subscribe to the Channel: https://bit.ly/SubscribeYashraj

Stream Now: https://yashraj.lnk.to/VN2MAUKE

Artists Note:
VN2 (MAUKE) talks about the change in perspective towards people, the importance of respect and the realisation that even though you might lose out on some opportunities, if somebody keeps an open mind and an humbling yet hardworking approach, you tend to make opportunities for yourself. The second track in the Voice Note series is just intricate beats and heartfelt bars coming together.

Audio Credits:
Performed By: Yashraj, Karonik
Lyrics: Yashraj
Production: Karonik

Video Credits: Sarthak Cheema

Business Queries: [email protected]

Lyrics:
Pehle hum seh lete ab nehle pe hum dehle de,
Chehre pe chehre the par baatein mooh pe keh lete,
Jo kehte rehne de, unki nadi bhi behne de,
Hasi Dekhi hai mooh pe sabke wo hi mere gehne the,
Gale pe mere sona nai, par aati chain ki neend,
Kyu Khudko raja bolne khada hai bechain ye scene,
Aur bolu dil se ye track mein aur saamne bhi
Ki damn bro I miss the old Naezy,
Par kher,
Mauke toh aate jaate  ,Rehna chaiye ghiste,
paise nai hai jeb mein toh hum bhi hote pessimistic,
Parivaar bhi maangta hai apne alag hisse,
Toh fir kisko sunaaddu mere dard bhare kisse.
Raha poochh?
Jab peeth nai logo mein toh bante khaali pooch,
Ye goals karne bade,  kiya half line se shoot,
Aur Mauke saale rikhshaw jaise ki karlu jo bhi mein taakat mein par haath se jaate chhoot

Mauke,
Ye mauke,
Ye mauke,
Ye mauke,
Ye mauke,
Ye mauke,
Lauta do.

Ye jo bhi saare yaha entitled
Unka naam mere phone mein hai untitled,
Jo dega tips tujhe zyaada wo hi bhartai bill,
Lagaake 1 beat aur 2 glass bana mehfil,
Mein yaha zone mein,
Teesri aankh khuli wo bhi beechmein trikon ke,
Laga ye hai ek din ki mehnat, jaise Rome mein,
Spit off the dome, fir bhi album padi phone pe,
Samajh mere tone se, I ain’t here to play,
Mein lu kiska saath kyu?
Aadhi taareefon ko deta mein maat kyu,
Ek haath ki taali se seedha chamaat du,
Aur bolu ye aashriwaade leja tathastu
Haan!
Shuru hua pehla chapter,
Seekha jabhi agla tha aur cypher bole rap kar,
Sabne kaha trend ko dekh, thoda tu dab kar
Par Maan ne bola Bhaag, toh na warmup karta track par,
Jaankar mein
Thanda rakhta dil Aur maatha garam lagti sardi nai,
Ghutna hai gale pe, ghut-te, maanta usko vardi nai,
Vakt hai guzarta, par virasate guzarti nai,
Aur likhta zyaadatar mein Baatein, logo se toh banti nai
3 سال پیش در تاریخ 1400/01/27 منتشر شده است.
108,142 بـار بازدید شده
... بیشتر