Bal-e-Jibril:128 | Tariq Ki Dua | Tariq’s Prayer | Allama Iqbal Poetry | Shayari | Iqbaliyat

imbravonov
imbravonov
10.4 هزار بار بازدید - پارسال - Bal-e-Jibril: 128 | Tariq Ki
Bal-e-Jibril: 128 | Tariq Ki Dua | Tariq’s Prayer | Allama Iqbal | Iqbaliyat | Explanation | Powerful Narration

Bal-e-Jibril: 128 | Tariq Ki Dua | Yeh Ghazi Yeh Tere Pur Asrar Bande | Allama Iqbal | Iqbaliyat
 Shahadat Hai Matloob o Maqsood e Momin | Tariq Ki Dua_Bal-e-Jibraeel | Allama Muhammad Iqbal Poetry
Ye Ghazi, Ye Tere Purisrar Bande (Allama Iqbal)
Tariq Ki Dua | Ye Ghazi Ye Tere Purisrar Bande | Al Andalus - Spain | Allama Iqbal
Allama Iqbal Poetry Tariq Ki Dua - ye ghazi ye tere purisrar banday - Kalam e Iqbal
Tariq-Ki-Dua! Ye GHazi! Tere Purisrar Bande! Allama-Iqbal POETRY||#allamaiqbalpoetry #ghazi
TARIQ BIN ZIYAD KI DUA NAAT
Junaid Jamshed Album #4 Ye Gazi Ye Tere Purasrar Bandey
Tariq Ki Dua | Yeh Ghazi Yeh Tere Purisrar Banday
tariq ki dua explanation
tariq ki dua tashreeh
tariq ki dua explanation in urdu
tariq ki dua tashreeh
tariq ki dua main theme in english
tariq ki dua written in urdu
Ye Ghazi Ye Tere Purisrar Bandey
imbravonov
#allamaiqbalpoetry #urdupoetry #allamaiqbal #imbravonov
Bal-e-Jibril: 128
Wings of Gabriel : 128

Tariq Ki Dua
(Andalus Ke Maidan-e-Jang Mein)

Tariq’s Prayer
(In the Battlefield of Andalusia)

Ye Ghazi, Ye Tere Purisrar Bande
Jinhain Tu Ne Bakhsha Hai Zuaq-e-Khudai

These warriors, victorious, These worshippers of Yours,
Whom You have granted the will to win power in Your name;

Do-Neem In Ki Thoukar Se Sehra-o-Darya
Simat Kar Pahar In Ki Haibat Se Rayi

Who cleave rivers and woods in twain,
Whose terror turns mountains into dust;


Do Alam Se Karti Hai Baigana Dil Ko
Ajab Cheez Hai Lazzat-e-Ashnayi

They care not for the world;
They care not for its pleasures;  

Shahadat Hai Matloob-o-Maqsood-e-Momin
Na Maal-e-Ghanimat Na Kishwar Kushayi

In their passion, in their zeal, In their love for Thee, O Lord,
They aim at martyrdom, Not the rule of the earth.

Khayaban Mein Hai Muntazir Lala Kab Se
Qaba Chahye Iss Ko Khoon-e-Arab Se

In the flower-bed, Rose is waiting from long time
The Color from Arabs' blood

Kiya Tu Ne Sehra Nasheenon Ko Yakta
Khabar Mein, Nazar Mein, Azan-e-Sehar Mein

You have united warring tribes,
In thought, in deed, in prayer.

Talab Jis Ki Sadiyon Se Thi Zindagi Ko
Woh Souz Iss Ne Paya Inhi Ke Jigar Mein

The burning fire that life had sought For centuries,
Was found in them at last.  

Kushad-e-Dar-e-Dil Samajhte Hain Iss Ko
Halakat Nahin Mout In Ki Nazar Mein

They think of death, not as life’s end,
But as the ennobling of the heart.

Dil-e-Mard-e-Momin Mein Phir Zinda Kar De
Woh Bijli Ke Thi Na’ara-e-‘LA TAZAR’ Mein

Make alive in the heart of a Muslim again
That Power the slogan 'My Lord! Leave not one of the disbelievers'  had.
La-Tazar (Verse 26 of Surah Nuh- No. 71 - Quran)

Aza’im Ko Seenon Mein Baidar-e-Kar De
Nigah-e-Musalman Ko Talwar Kar De!

Awaken in them an iron will,
And make their eye a sharpened sword.

🔷 Lyrics by: Allama Iqbal
📓 Lyrics (sources)
iqbalrahber
iqbalurdu blogspot

🔷includes clips from:
Muslim horse knight in the desert, no copyright video
The movie: Kingdom of Heaven, 2005.

⚫ Art
Warrior Computer , Backgrounds, islamic warrior HD wallpaper, PxFuel
Pin on Arabian Warriors, arab warrior HD wallpaper, PxFuel
Dark Warrior, fantasy, dark, battle, warrior HD wallpaper, PxFuel

🎵 Music
"Scott Buckley - Titan" is under a Creative Commons license (CC-BY) Scott Buckley promoted by BreakingCopyright

♦Hashtags

#allamaiqbal
#allamaiqbalpoetry
#urduadab
#iqbaliyat
#urdushayari
#urdupoetry
#urdustatus
پارسال در تاریخ 1402/01/08 منتشر شده است.
10,408 بـار بازدید شده
... بیشتر