Soz-o-Salam 1st Muharram | Zikr-e-Gham e HUSSAIN a.s. (With Lyrics)

Azadar 110
Azadar 110
25.2 هزار بار بازدید - - ll بِسمِ اللہِ الرَّحمٰنِ الرَّحِيم
ll بِسمِ اللہِ الرَّحمٰنِ الرَّحِيم ll

Asalam-o-Alaikum • السلام عليكم

New Salam: Zikr e Gham e Hussain (ع) Se Mehfil Saji Rahi - 1st Muharram
● New Salam For 1st Night Muharram - Chand Raat 2019
● Recited By Br. Asad-Ali
● Videography By:  Zia Ali Haider
● ImamBargah Shian-e-Haidery Montreal, Canada.
----------------------------------------------------------------------------------------
On the arrival of 1st Muharram 1441AH, Many Condolences to Prophet Muhammad (س) and Hazrat Fatima Zahra (س) and Especially to Imam e Zamana (ع).
Labbaik Ya HUSSAIN a.s.

#SubScribe#YaZahra a.s. #YaHussain a.s. #Azadar110

☆ Subscribe to the Channel to receive Video Updates:
@azadar110

☆ Follow/Like Our Facebook Page As well
https://www.facebook.com/Azadar110Mon...

Show Your Support!
Iltemas-e-Dua
=================================================

☆● LYRICS ●☆

Zikre ghame Hussain a.s. se mehfil saji rahi (2x)

(Thaani)
Gul hogaya chiraag magar roshni  rahi
Zikre ghame Hussain a.s. se mehfil saji rahi

(1)
Khaime furaat se to hataye gaye magar
Abbas-e-naam daar ki tewri chadhi rahi.

(2)
Akbar ke baad zeest mei kya dilkashi rahi
Laila tamaam umr yahi sochti rahi.

(3)
Abbas lene aaye jo maidan ki raza
Zainab bas apne bazuon ko dekhti rahi.

(4)
Ashke ghame hussain ka toota na silsila
Roomale Fatima mei hamesha nami rahi.

(5)
Balwe mein berida sare Zainab ko dekh ker
Allah jaane kaise qayamat ruki rahi.

(6)
Adam se aye Saeed risalat ma'ab tak
Har daur mei zaroorate Nade Ali rahi.

Zikre ghame Hussain a.s. se mehfil saji rahi
Gul hogaya chiraag magar roshni  rahi
Zikre ghame Hussain a.s. se mehfil saji rahi

---------------------------------------------------------------------------------------------
☆ ● Related Searches ● ☆

● MUHARRAM 2020
● NEW NOHA
● NEW SALAM
● AZADAR110
● NOHAY 2019
● YA HUSSAIN a.s.
● MATAM
● SALAM
● MARSIYA
55 سال پیش در تاریخ 1403/04/28 منتشر شده است.
25,238 بـار بازدید شده
... بیشتر