Chitra Singh - Aawaara Hain Galiyon Main Main Aur Meri Tanhai.

scsharma is back
scsharma is back
3.6 هزار بار بازدید - 3 سال پیش - Aawaara Hain Galiyon MainMain Aur
Aawaara Hain Galiyon Main
Main Aur Meri Tanhai-
(Ali Sardar Jafri) by Chitra Singh.
(Album: Main Aur Meri Tanhai-1981).

(Jagjit Singh's version has been
shared on May 17, 2021, under URL:
Jagjit Singh - Aawaara Hain Galiyon M...   )

Lyrics in Hindi & English:-
आवारा हैं गलियों में मैं और मेरी तन्हाई
जाएँ तो कहाँ जाएँ
जाएँ तो कहाँ जाएँ हर मोड़ पे रुस्वाई
मैं और मेरी तन्हाई
मैं और मेरी तन्हाई

ये फूल से चेहरे हैं हँसते हुए गुलदस्ते
कोई भी नहीं अपना बेगाने हैं सब रस्ते
राहें भी तमाशाई राही भी तमाशाई
मैं और मेरी तन्हाई
मैं और मेरी तन्हाई

अरमान सुलगते हैं सीने में चिता जैसे
क़ातिल नज़र आती है दुनियाँ की हवा जैसे
रोती है मेरे दिल पर बजती हुई शहनाई
मैं और मेरी तन्हाई
मैं और मेरी तन्हाई

हर रंग में ये दुनियाँ सौ रंग दिखाती है
रोकर कभी हँसती है हँस कर कभी गाती है
ये प्यार की बाहें हैं या मौत की अँगड़ाई
मैं और मेरी तन्हाई
मैं और मेरी तन्हाई
मैं और मेरी तन्हाई
मैं और मेरी तन्हाई

आकाश के माथे पर तारों का चराग़ां है
पहलू में मगर मेरे ज़ख्मों का गुलिस्तां है
आँखों से लहू टपका दामन में बहार आई
मैं और मेरी तन्हाई
मैं और मेरी तन्हाई
(अली सरदार जाफ़री)
-----------------------------
(Jagjit Singh's version has been
shared on May 17, 2021, under URL:
Jagjit Singh - Aawaara Hain Galiyon M...   )

Aawaara hain galiyon main
main aur meri tanhai
Jaayen to kehan jaayen
Jaayen to kehan jaayen
har mod pe ruswayee
Main aur meri tanhai
Main aur meri tanhai

Ye phool se chehre hain
hanste hue guldaste
Koyi bhee nehin apna
begaane hain sab raste
Raahen bhee tamashayi
raahee bhee tamashayi
Main aur meri tanhai
Main aur meri tanhai

Armaan sulagte hain
seene mein chita jaise
Qaatil nazar aati hai
duniyan kee hawaa jaise
Rotee hai mere dil par
bajtee huyi shehnayee
Main aur meri tanhai
Main aur meri tanhai

Har rang mein ye duniyan
sau rang dikhaati hai
Rokar kabhi hanstee hai
hanskar kabhi gaati hai
Ye pyaar ki baahen hain
ya maut ki angraayee
Main aur meri tanhai
Main aur meri tanhai
Main aur meri tanhai
Main aur meri tanhai

Aakaash ke maathe par
taaron ka charagaan hai
Pehloo mein magar mere
zakhmon ka gulistaan hai
Aankhon se lahoo tapka
daaman mein bahaar aayee
Main aur meri tanhai
Main aur meri tanhai
(Ali Sardar Jafri)
=============
Jagjit-Chitra Singh Ghazals @ URL: Jagjit-Chitra Singh - Ghazals
Jagjit Singh-Hindustani Classical @ URL: Jagjit Singh - Hindustani Classical
Gulzar's Mirza Ghalib @ URL: Gulzar's Mirza Ghalib
Vinod Sehgal @ URL:
Vinod Sehgal
Jagjit Singh - Dastaan-e-Ghazal @ URL: Jagjit Singh - Dastaan-e-Ghazal
Jagjit Singh - (Live Concert, Mumbai-1991) @ URL: Jagjit Singh. (Live Concert - Mumbai-...
Jagjit Singh - Din Guzar Gaya Aitbaar Mein @ URL: Jagjit Singh - Din Guzar Gaya Aitbaar...
Asha Bhosle @ URL:
Asha Bhosle
Mukesh - Film Songs-(Videos) @ URL:
Mukesh - Film Songs-(Video)
Hariharan - Ghazals @ URL:
A. Hariharan - Ghazals
Mehdi Hassan - Ghazals @ URL:
Mehdi Hassan - Ghazals
Devotional Music @ URL:
Devotional Music
Indian Classical (Instrumental) Music @ URL:
Indian Classical (Instrumental) Music
Ameer Khusrau @ URL:
Ameer Khusrau
Punjabi Music @ URL:
Punjabi Music
Anup Jalota - Ghazals & Bhajans @ URL:
Anup Jalota - Ghazals & Bhajans
Talat Mahmood - Ghazals/Film Songs @ URL:
Talat Mahmood - Ghazals/Film Songs
Pankaj Udhas - Ghazals @ URL:
Pankaj Udhas - Ghazals
Jagjit Singh - Gujarati @ URL:
Jagjit Singh - Gujarati
Mukesh - Ghazals @ URL:
Mukesh - Ghazals
Lata Mangeshkar – Film & Non-Film Songs @ URL:
Lata Mangeshkar - Film & Non-Film Songs
Lata Mangeshkar – Ghazals @ URL:
Lata Mangeshkar - Ghazals
Ghulam Ali – Ghazals @ URL:
Ghulam Ali - Ghazals
Mohammed Rafi – Ghazals @ URL:
Mohammed Rafi - Ghazals & Film Songs

And, many more @ scsharma is back @ URL:
@scsharmaisback

#jagjitsingh #chitrasingh #ghulamali #hariharan #chhayaganguli #sudhamalhotra #mohammedrafi #latamangeshkar #ashabhosle #mukesh #anupjalota
========
Copyright Disclaimer:  This is a Non-Profit Channel. No copyright infringement is intended. If any copyright holder has any objection, please mail on: [email protected].
3 سال پیش در تاریخ 1400/02/27 منتشر شده است.
3,681 بـار بازدید شده
... بیشتر