islam ka siyasi nizam | اسلام کا سیاسی نظام | ADP BS and MA syllabus | mehar bilal lectures

iLm Ujala
iLm Ujala
6.9 هزار بار بازدید - 3 سال پیش - islam deen e fitrat hai.
islam deen e fitrat hai. es me zindagi k hr mamly me rehnumai mojood hai. siasat insani zindagi ko pur aman aur sehl bnany ka nam hai. islam me hakmiyat e aala ka malik Allah taala hai. hakumat ka sarbrah Allah taala ki taraf se atta kiy huy ehkamat ki tameel ka paband hota hai. islam me khilafat ka nizam hai. khalifa ka intekhab jamhuri tariky se kia jata hai. islami hakumat me shura ka kirdar boht ehm aur bunyadi hota hai. qanoon sazi ka kam shoora k zimy hita hai. woh mohtasib ka idara bhi hai. shoora k pas akhtiar hai k woh khalifa aur riaya ka ehtesab kr saky.
jangi hikmt e amli bhi shoora k mashwary se hoti hai.
vote ka haq sirf sahib e ilm logon ko hota hai. maghrib ka jamhuri nizam esa tamasha hai jis me sirf dolat mand aur zalim shakhs siasat me a sakta hai. aam admi es me apna kirdar ada nahi kr sakta.
3 سال پیش در تاریخ 1400/11/28 منتشر شده است.
6,913 بـار بازدید شده
... بیشتر