नागन सा रूप है तेरा HD भागवत - धर्मेन्द्र, हेमा मालिनी - मोहम्मद रफ़ी - Old Is Gold

Goldmines Gaane Sune Ansune
Goldmines Gaane Sune Ansune
19.1 میلیون بار بازدید - 2 سال پیش - Song:- Nagan Sa Roop Hai
Song:- Nagan Sa Roop Hai Tera
Singer(s):- Mohammed Rafi
Movie:- Baghavat (1982)
Music Director:- Laxmikant-Pyarelal
Lyricist:- Anand Bakshi

#GaaneSuneAnsune #Dharmendra #HemaMalini #MohammedRafi #Baghavat #OldSongs

Lyrics:-
Pani Mein Aag Dekho Kaise Laga Rahi Hai
Gora Badan Chupa Ke Gori Naha Rahi Hai
Aakash Ki Pari Hai Ya Koi Aur Hai Tu
Ladki Nahi Hai Zalim Resham Ki Dor Hai Tu
Nagan Sa Roop Hai Tera
Nagan Sa Roop Hai Tera Main Banke Prem Sapera
Le Jaunga Tujhko Duniya Dekhegi, Dekhegi
Nagan Sa Roop Hai Tera Main Banke Prem Sapera
Le Jaunga Tujhko Duniya Dekhegi
Ho Le Jaunga Tujhko Duniya Dekhegi
Tu Pehre Lakh Bithale Tu Parde Lakh Girale
Ha Pehre Lakh Bithale Tu Parde Lakh Girale
Mahlo Pe Na Itrana Us Dil Ko Na Thukrana
Ye Dil Kya Mahal Se Kam Hai Jisme Hai Tera Basera
Nagan Sa Roop Hai Tera Main Banke Prem Sapera
Le Jaunga Tujhko Duniya Dekhegi
Jo Pyar Kiya Karte Hai Marne Se Kab Darte Hai
Jo Pyar Kiya Karte Hai Marne Se Kab Darte Hai
Tu Apna Mukh Dikhla De To Kitne Chand Uda De
Tu Julfo Ko Bikhrade To Karde Ghor Andhera
Nagan Sa Roop Hai Tera Main Banke Prem Sapera
Le Jaunga Tujhko Duniya Dekhegi
Agar Aaj Nahi Kal Hoga Kuch Shart Laga Chal Hoga
Agar Aaj Nahi Kal Hoga Kuch Shart Laga Chal Hoga
Jagega Bin Ka Jadu Cham Cham Cham Nachegi Tu
Hanske Tere Hotho Se Pilunga Jahar Main Tera
Nagan Sa Roop Hai Tera Mai Banke Prem Sapera
Le Jaunga Tujhko Duniya Dekhegi
Ho Le Jaunga Tujhko Duniya Dekhegi
Le Jaunga Tujhko Duniya Dekhegi
2 سال پیش در تاریخ 1401/01/06 منتشر شده است.
19,173,924 بـار بازدید شده
... بیشتر