Rakesh Yankaran - Nagari Nagari 2011

slayteraa
slayteraa
73 هزار بار بازدید - 14 سال پیش - Rakesh Yankaran 2011Lyrics : Nagari
Rakesh Yankaran 2011

Lyrics :

Nagari Nagari Dware
Dware Dhundu Re Sawaria
Piya Piya Rut Ke Mai To
Ho Gayi Re Bawaria
Nagari Nagari Dware
Dware Dhundu Re Sawaria

Bedardi Balamane
Mohe Thoka Gun Ki Aag Mai
Biraha Ki Chingari Dardi
Dukhiya Ke Suhaag Mai
Pal Pal Manava Roye
Chalake Nainoki Gagariya
Nagari Nagari Dware
Dware Dhundu Re Sawaria

Aai Thi Akhiyon Me
Lekar Sapane Kya Kya Pyar Ke
Jati Hoon To Aasu Lekar
Aashaye Sab Harake
Duniya Ke Mele Mai
Loot Gayi Jeevan Ki Gathariya
Nagari Nagari Dware
Dware Dhundu Re Sawaria

Darshan Ke Do Bhuke
Naina Jeevan Bhar Na Soyenge
Bichade Sajan Tumare
Karan Raton Ko Hum Royenge
Ab Na Jaane Rama
Kaise Bitegi Umariya
Nagari Nagari Dware
Dware Dhundu Re Sawaria
Piya Piya Rut Ke
Mai To Ho Gayi Re Bawaria
14 سال پیش در تاریخ 1389/10/27 منتشر شده است.
73,020 بـار بازدید شده
... بیشتر