koi kahde kahde jamane se jake_BPBA 1966_MalaSinha,Dharmendr&Tanuja _AshaBhosle_AzizKasmiri_OPNayyar

mastkalandr
mastkalandr
69.6 هزار بار بازدید - 8 سال پیش - Song : koi kahde kahde
Song : koi kahde kahde kahde jamane se jake..
Film : Baharen Phir Bhi Aayengi,1966,
Singer: Asha Bhosle,
Lyricist: Aziz Kashmiri,
Music Director: O P Nayyar,
Director: Shahid Lateef,
Cast: Dharmendra,Mala Sinha,Tanuja,Johny Walker,Rehman,Deven Verma,Panchotia,Madhavi,Badri Prasad,Moni Chatterjee,
S Randhir, Mumtaz Begum,Geetanjali,Durrani,Paul Mahendra,Haroon,Saroj Borkar,
Producer: Guru Dutt Films Ltd.,
Lyrics:-
koi kahde kahde kahde jamane se jake
ke hum ghabra ke mohabbat kar baithe
haye mohabbat kar baithe
koi kahde kahde kahde jamane se jake
ke hum ghabrake mohabbat kar baithe
haye mohabbat kar baithe
koi khade kahde kahde

ab jalta hai jale jamana banaye fasana
nahi ghabrayenge hum
dil ka sauda kiya hai khusi se dare kyon kisi se
ke hum to abhi se tham ke jigar baithe
haye mohabbat kar baithe
koi kahde kahde kahde jamane se jake
ke hum ghabra ke mohabbat kar baithe
haye mohabbat kar baithe
koi khade kahde kahde

kyu na raho me kaliya bichade
jaha ko dikha de mohabbat ki jadu giri
aaj dil ko zubaan mil gayi hai kali khil gayi hai
ye duniya nayi hai jo karna tha kar baithe
haye mohabbat kar baithe
koi kahde kahde kahde jamane se jake
ke hum ghabra ke mohabbat kar baithe
haye mohabbat kar baithe
koi khade kahde kahde

ab ye dar hai haseena jamana karena fasana
nigaho ke ekarar ka
ye mohabbat kahin khul na jaye koi ye bataye
to kaise chhupaye mohabbat jo kar baithe
haye mohabbat kar baithe
hum kaise kaise kaise kahe unse jake
ke hum ghabrake mohabbat kar baithe
haye mohabbat kar baithe
hum kaise kaise kaise

dil ko rakha tha humne bachake jaha se chhupa ke
ke dil un pe aa hi gaya
lakh chaha ke unko na chaahe chura le nigahe
na dekhe ye rahe lo ji hum to kar baithe
haye mohabbat kar baithe
hum kaise kaise kaise kahe unse jake
ke hum ghabra ke mohabbat kar baithe
haye mohabbat kar baithe
hum kaise kaise kaise...
Baharen Phir Bhi Aayengi is a 1966 Hindi-language film produced by Guru Dutt and directed by Shaheed Latif. It stars Mala Sinha, Dharmendra, Tanuja, and Rehman. The film is still remembered for its music is by O.P. Nayyar and lyrics by Sheven Rizvi, Aziz Kashmiri and for its expressionistic cinematography by K.G. Prabhakar.
Storyline :-
Reporter Jeetendra (Dharmendra) exposes dangerous working conditions in a mine owned by one of his employer's crooked creditors. He loses his job. When disaster strikes at the mine, Amita (Mala Sinha), daughter of the paper's deceased founder re-employs him. Her interest in him is more than just journalism. Unknown to her, her younger sister (Tanuja) is romantically linked to the reporter. The resultant conflict and anguish culminate in the sisters attempting to sacrifice their future happiness for the sake of the other.
Production :-
The movie started with Guru Dutt in the main lead. He had to be replaced by Dharmendra and the movie re-shot due to Dutt's death; it turned out to be Guru Dutt team's last offering.
Eleven  reels were canned when all of a sudden Guru Dutt died by committing suicide and was replaced by Dharmendra. Initially Guru Dutt had S.D.Burman as composer for the movie but after composing one song, things did not work out and was replaced by O.P.Nayyar. Later S.D.Burman used that tune for movie "Jewel Thief", "Ye dil na hota bechara". Songs and bubbly Tanuja's acting were the highlights of the film.
8 سال پیش در تاریخ 1395/04/19 منتشر شده است.
69,608 بـار بازدید شده
... بیشتر