Woh Kisi Aur - Vicky Singh | Slowed and Reverb | textlyrics | Raj Creations lofi | Ek Bewafa Se Hum

Raj Creations lofi
Raj Creations lofi
47.5 هزار بار بازدید - 2 سال پیش - Hey friends,here is the slowed
Hey friends,here is the slowed and reverb version of the song " Woh Kisi Aur " sung by Vicky Singh.

If you like this version, you can also share and comment.

Use earphones 🎧 for better experience 😇

For more slowed and reverb songs,stay connected with the channel

Connect with me:
Instagram: Instagram: manasmaity493

Audio Credits:
Song : Woh Kisi Aur
Artist : Vicky Singh
Slowed and Reverb by : Raj Creations lofi

Lyrics :
Haan... haan...
Haan... haan...

Woh kisi aur kisi aur se
Milke aa rahe hai
Woh kisi aur kisi aur se
Milke aa rahe hai

Phir bhi hum unka
Intezaar kar rahe hai
Ek bewafa se hum
Kitna pyar kar rahe hai
Ek bewafa se hum
Kitna pyar kar rahe hai

Maula....

Rote hai dil hi dil mein
Khud ko sata rahe hai
Aansoo bhi aa rahe
To aansoo chippa rahe hai

Din raat sochate hai
Kyun ki ye bewafai
Meri wafa kya tujhko
Ab tak samjh na aayi
Meri wafa kya tujhko
Ab tak samjh na aayi

Woh kahin aur kahin aur
Dil dene jaa rahe hai
Woh kahi aur kahin aur
Dil dene jaa rahe hai

Phir bhi hum unpar
Jaan izhaar kar rahe hai
Ek bewafa se hum
Kitna pyar kar rahe hai

Haan... haan...
Oo... Oo...

Toote hai ishq mein hum
Par koi ghum nahi hai
Meri hi the kabhi woh
Ye bhi to kam nahi hai

Dhoka mila hai aisa
Ke khatam zindagi hai
Saaya hai bas ghumo ka
Ab door har khushi hai
Saaya hai bas ghumo ka
Ab door har khushi hai

Woh kisi air kisi gair
Ke hote jaa rahe hai
Phir bhi hum unka
Aitbaar kar raha hai

Ek bewafa se hum
Kitna pyar kar rahe hai
Ek bewafa se hum
Kitna pyar kar rahe hai

Ek bewafa se hum
Kitna pyar kar rahe hai
Ek bewafa se hum
Kitna pyar kar rahe hai

#wohkisiaur #vickysingh #slowedandreverb
#ekbewafasehum #slowed #reverb
#rajcreationslofi #rajcreations

*[This Following Audio/Video is Strictly meant for Promotional Purpose.]

* We Do not Wish to make any Commercial Use of this.

*As per 3rd Section of Fair use guidelines Borrowing small bits of material from an original work is more likely to be considered fair use. Copyright Disclaimer Under Section 107 of the Copyright Act 1976, allowance is made for fair use.
For  removal please kindly email me.
E-mail address: [email protected]

Thanks for watching 😊🤗💖
See you in next video 🤗🥰🥀
2 سال پیش در تاریخ 1401/01/12 منتشر شده است.
47,533 بـار بازدید شده
... بیشتر