آج بازار میں پابہ جولاں چلو Aaj bazar mein paba jolan chalo- Faiz Ahmed Faiz sung by Nayyara Noor

Shaandaar Ghazals
Shaandaar Ghazals
81 هزار بار بازدید - 3 سال پیش - A very famous poem of
A very famous poem of Faiz Ahmed Faiz sung by melodious singer Nayyara Noor

With Translation, Explanation and history of poem
Keywords:

Aj bazar mein pa ba jolan chalo
AAj bazaar mein pa ba jolan chalo
Faiz Ahmed Faiz
Faiz Ahmad Faiz
Nayyara Noor
Nayara Noor
Revolutionary poetry
communist poet
Linen award winning poet
marxist poet
Famous poet
Ghazal
Ghazals
Beautiful ghazals
rare ghazals
unheard ghazals
melodious ghazals
ghazal singers
best ghazals
sham e ghazal
mefil e ghazal
miscellaneous ghazals
top ghazals
shaandaar ghazals
zabardast ghazals
ghazal music
classic ghazals
hit ghazals
ansuni ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Faiz Ahmed Faiz
Faiz Ahmad Faiz Explanation
Paba jolan chalo translation
PABA chalo explanation
aaj Bazar mein paba jolan chalo explation
aaj Bazar mein paba jolan translation
aaj bazar mein PABA jolan chalo history
Faiz Ahmad Faiz History
Faiz Ahmed Faiz communist
faiz Ahmed Faiz poet
PABA jolan
pa ba jolan

Aaj bazaar mein paa-ba-jaulan chalo
Chashm-e-nam, jaan-e-shoreeda kaafi nahin
Tohmat-e-ishq-e-posheeda baqi nahin
Aaj bazaar mein paa-ba-jaulan chalo
Dast-e-afshaan chalo, mast-o-raqsaan chalo
Khaak-bar-sar chalo, khoon-ba-damaan chalo
Raah takta hai sab shahr-e-janaan chalo
Aaj bazaar mein paa-ba-jaulan chalo

Teer-e-ilzaam bhi, sang-e-dushnaam bhi
Subh-e-nashaad bhi, roz-e-nakaam bhi
Aaj bazaar mein paa-ba-jaulan chalo
In ka damsaaz apne siwa kaun hai
Shahr-e-jaanan mein ab ba-safa kaun hai
Dast-e-qaatil ke shaayan raha kaun hai
Rakht-e-dil baandh lo, dil figaaro chalo
Phir hamin qatl ho aayen yaaro chalo.
Aaj bazaar mein paa-ba-jaulan chalo


چشم نم جان شوریدہ کافی نہیں

تہمت عشق پوشیدہ کافی نہیں

آج بازار میں پا بہ جولاں چلو

دست افشاں چلو مست و رقصاں چلو

خاک بر سر چلو خوں بداماں چلو

راہ تکتا ہے سب شہر جاناں چلو

حاکم شہر بھی مجمع عام بھی

تیر الزام بھی سنگ دشنام بھی

صبح ناشاد بھی روز ناکام بھی

ان کا دم ساز اپنے سوا کون ہے

شہر جاناں میں اب با صفا کون ہے

دست قاتل کے شایاں رہا کون ہے

رخت دل باندھ لو دل فگارو چلو

پھر ہمیں قتل ہو آئیں یارو چلو
3 سال پیش در تاریخ 1400/02/25 منتشر شده است.
81,029 بـار بازدید شده
... بیشتر