Phulbehri ya bars ka ilaj | Phulbehri ka wazifa in Urdu and Hindi | روحا نی وظیفہ | फ़ारूहानी वज़ी

Scene On Hai (س آن ہے)
Scene On Hai (س آن ہے)
1 هزار بار بازدید - 5 سال پیش - Aj ka jo wazifa main
Aj ka jo wazifa main ap ky lia la kar ae hu wo bht hi takleef da bimari ky lia hain ya wazifa azmaya huwa hain is wazifa ka amal ap ky lia bht hi faida mand hu ga insha Allah. Aj jis bimari ky lia main ya wazifa la kar ae hu wo phulbehri ya bars (safeed daagh) hain is ki alamat ya hain ky jisam py safed daagh parh jaty hain jo bht hi bad numa nazar aty hain jis ko dekh kar bht hi takleef huti hain us ky lia ya treatment hain jo azma ky dekhy bht zada faida hu ga. Surah al mu'minun para number 18 ki surah hain in ayat ky parhny sy phly 7 martba darood pak parhna hain phr in ayat number 12, 13, 14 parhny ky bad phr  durood pak 7 martba parhna hain our zaitoon ky oil py phonk dena hain our oil ko mahfooz kar lena hain ya sara amal 41 din tak karna hain zaitoon ky tail ko 11 din  rozana apny jism py lgna hain insha Allah phulbehri sy ap ko nijat mily gi. Mazeed Qurani, Ubqari ur Rohani ( रूहानी वज़ीफ़ा )( روحانی وظیفہ ) wazaif Urdu aur Hindi k lie hamara channel subscribe kren.
5 سال پیش در تاریخ 1398/02/28 منتشر شده است.
1,042 بـار بازدید شده
... بیشتر