New Munajat Mola Abbas - Ya Hazrat e Abbas Alamdar Madad Kar - Karbalai Brothers Manqabat 2021
85.6 هزار بار بازدید -
3 سال پیش
-
Isteghasa Mola Abbas 2021 -
Isteghasa Mola Abbas 2021 - Almadad Ya Abbas - Ya Babul Hawaij Mola Abbas - Munajat Mola Abbas 2021 - Ya Hazrat e Abbas Alamdar Madad Kar - Karbalai Brothers Munajat 2021 - 4 Shaban Mola Abbas Manqabat 2021 - Mola Abbas Munajat 2021 - Manqabat Mola Abbas 2021 | 4 Shaban Wiladat Mola Abbas Manqabat
Video Details!
-----------------------------------------------------------------------------
Kalam Title | Alamdar ع Madad Kar
Recited By | Karbalai Brothers
Poetry By | Ghazanfar Sahab, Ali Naqi Karbalai
Chorus By | Own Rizvi And Team
Composition | Ustad Akbar Abbas
Audio | ODS Studio
Video Editing | The Focus Studio
Cover Design By | Minhaj Ahmed
Digital Optimizer l Samar Jafri
Album | 2021 / 1442H
Islamic Date | 4 Shaban 2021/1442
-----------------------------------------------------------------------------
#KarbalaiBrothers #AlamdarMadadKar #MunajatMolaAbbas #Munajat #Munajat2021 #NewManqabat2021 #4Shaban #4ShabanManqabat2021 #4ShabanManqabat #ImamHussain #MolaAbbas #Manqabat2021 #MolaHussain #ImamAli
==============================
Karbalai Brothers Social Media Channels:-
Facebook: Facebook: OfficialKarbalaiBrothers
Sound Cloud: SoundCloud: Karbalai-Brothers
Official Website: https://www.KarbalaiBrothers.com
Instagram: Instagram: karbalaibrothersofficial
==============================
Manqabat Lyrics
AL MADAD YA ABBAS AS
YA BABUL HAWAIJ AS
Ya Hazrat e Abbas Alamdar As madad kar
Lakht e jigar e Haider e karar madad kar
●Ya shah tujhay sadqa e sarkar e Madina
Faryad hai faryad hai saqae sakina sa
Hai teray siwa kon madadgar madad kar
●Ya shah tujhay syed e mazloom ka sadqa
Ya shah tujhay Asghar e masoom ka sadqa
Hun banda gunahgar Alamdar madad kar
●Bigri hui mola meri taqdeer bana day
Hasnain As kay sadqay mei mujhy ghum sy chura day
Qismat kay meray Malik o Mukhtar madad kar
●Duniya mei koi misl nahi teri wafa ki
Jaan tu nay mohammad kay nawasay pay fida ki
Mei ik nazar ka hun talabgar madad kar
●Mushkil mei teray naam ki di jisnay duhayi
Ik pal mei teri zaat hai imdad ko ayi
Kiyn meray liye dair hai sarkar madad kar
●sarkar ghazanfar ki bhi hojaye rihayi
Ya hazrat e Abbas karou uqda kushayi
Kab tak rahun mushkil mei giraftar madad kar
●Ye maujiza duniya nay teray dar ka hai dekha
Mushkil mei kbhi ghir nhi sakta wou dubara
Jiski bhi Alamdar tu ik bar madad kar
●Mushkil mei shah e wala ny tum ko hi pukara
Hashim kay jawanon ko hai bs tera sahara
Aye lashkr e shabir As kay salaar madad kar
●palta hai jahan apkay tukron pay aye mola
Asghar ko bhi mil jaye tere naam ka sadqa
Likhta hai Naqi apkay ashaar madad kar

در تاریخ 1399/12/29 منتشر شده
است.
85,675
بـار بازدید شده