Satyamev Jayate S1 | Episode 7 | Domestic Violence | Episode song - Sakhi (Hindi)

Satyamev Jayate
Satyamev Jayate
676.2 هزار بار بازدید - 12 سال پیش - An eloquent encouragement for battered
An eloquent encouragement for battered women to speak up and heal their wounds. ------CREDITS------------ SONG - Sakhi COMPOSER :- RAM SAMPATH SINGER :- MEENAL JAIN LYRICS :- SWANAND KIRKIRE RECORDED BY :- YASH DIVECHA MIXED BY :- RAM SAMPATH & YASH DIVECHA PRODUCER :- SONA MOHAPATRA (For OMGROWN MUSIC) Language Lyrics : Malayalam - Radhakrishnan Perunad Telugu - A.V. Anantharam Tamil - V. Chakravarthy Singer [all languages] - female singer - Hamsika iyer Language lyrics and recording creative co-ordination: Lingo India -------Lyrics---------- MUKHDA 1 aansun ke sang naa bahungi sakhi gumsum main ab na rahungi sakhi sehne se behtar kahungi sakhi VERSE 1 tan ke ghaav pe marham hayaa kaa MANN kaa ghaav hai pyaasaa davaa kaa tan ke ghaav pe marham hayaa kaa MANN kaa ghaav hai pyaasaa davaa kaa CROSS 1 sitam ke andheron mein sadiyon hai bilkhi maasoom bholi wo pyaari khushi MUKHDA 2 ghut ghut ke kab tak jiyungi sakhi gum sum MAIN AB NAA rahungi sakhi sehne se behtar kahungi sakhi aansun ke sang naa bahungi sakhi ab naa mai gumsum rahungi sakhi VERSE 2 waar ye pyaar kaa kaisaa silaa hai seh jo gaye - barambaar milaa hai waar ye pyaar kaa kaisaa silaa hai seh jo gaye - barambaar milaa hai CROSS 2 ZULMI NAQAABON ke peeche chhupaa hai kaayar saa chehera dil se dukhi....... MUKHDA 3 julm main ab naa sahungi sakhi gum sum MAIN AB NAA rahungi sakhi sehne se behtar kahungi sakhi !! aansun ke sang naa bahungi sakhi ab naa mai gumsum rahungi sakhi
12 سال پیش در تاریخ 1391/03/27 منتشر شده است.
676,212 بـار بازدید شده
... بیشتر