meri pehli aarzoo ka ye salam yaad rakhna_Pyaar Ka Bandhan_Nishi& RajKumar_Rafi_Asha_Q J_Ravi_a tri.

mastkalandr
mastkalandr
232.1 هزار بار بازدید - 10 سال پیش - Song  : meri pehli aarzoo
Song  : meri pehli aarzoo ka ye salam yaad rakhna..mera naam hai mohabbat..
Film : Pyaar Ka Bandhan ,1963 ,
Singers : Mohammed Rafi, Asha Bhosle,
Lyricist : Qamar Jalalabadi,
Music Director : Ravi,
Producer / Director : Naresh Saigal,
Cast : Raj Kumar,Nishi,Naaz,Kewal Kumar, Sudesh Kumar,Helen,Johnny Walker, Dhumal,Jagdish Raj,Radhe shyam,
Indra Bansal,Raju,
Production Co: Naresh Saigal Films

This gleeful duet song is picturised on Baby Naaz & Kewal Kumar👍😊

Lyrics :-
meri pehli aarzoo ka
yeh salaam yaad rakhna
meri pehli aarzoo ka
yeh salaam yaad rakhna
mera naam hai mohabbat
mera naam yaad rakhna
meri pehli aarzoo ka
yeh salaam yaad rakhna
jahaan dil se dil miley thhey
woh maqaam yaad rakhna
jahaan dil se dil miley thhey
woh maqaam yaad rakhna
mera naam hai tamanna
mera naam yaad rakhna
jahaan dil se dil miley thhey
woh maqaam yaad rakhna
yeh khili khili fizaayen
yeh jhuki jhuki ghataayen
yeh ruki ruki si baaten
yeh dabi dabi sadaayen
yeh khili khili fizaayen
yeh jhuki jhuki ghataayen
yeh ruki ruki si baaten
yeh dabi dabi sadaayen
yehi subah pyaar ki hai
yehi shaam yaad rakhna
jahaan dil se dil mile thhey
woh maqaam yaad rakhna
mera naam hai tamanna
mera naam yaad rakhna
jahaan dil se dil miley thhey
woh maqaam yaad rakhna
mere dil pe chha gaya hai
tere roop ka sawera
naye chaand se hai roshan
teri zulf ka andhera
mere dil pe chha gaya hai
tere roop ka sawera
naye chaand se hai roshan
teri zulf ka andhera
mere pyaar ke jahaan ka
yeh payaam yaad rakhna
meri pehli aarzoo ka
yeh salaam yaad rakhna
mera naam hai mohabbat
mera naam yaad rakhna
jahaan dil se dil mile thhey
woh maqaam yaad rakhna
teri har ada mein dekhin
maine jannaton ki raahen
mere dil mein bas gayi hain
teri madbhari nigaahen
teri har ada mein dekhin
maine jannaton ki raahen
mere dil mein bas gayi hain
teri madbhari nigaahen
yehi daur yaad rakhna
yehi jaam yaad rakhna
meri pehli aarzoo ka
yeh salaam yaad rakhna
mera naam hai mohabbat
mera naam yaad rakhna
mera naam hai tamanna
mera naam yaad rakhna
meri pehli aarzoo ka
yeh salaam yaad rakhna..

Storyline :-
Kaalu (Raaj Kumar) lives a poor lifestyle with his widowed mom, an unmarried school-going sister, Sona, and a younger brother, Birju. Kaalu makes a living driving a horse-carriage (tonga), and the family lives a hand to mouth existence. Most of Kaalu's earnings are spent on medications for his ailing mother, and fees & books for Sona and Birju. His mother decides to lend a hand, does some work at a construction site, and tragically passes away. Sona(Naaz) completes her education and falls in love with a wealthy young man named Raju ( Kewal Kumar).
When Kaalu finds out, he goes to Raju's dad, who is none other than Kaalu's employer, who refuses to accept Sona as his daughter-in-law, but subsequently changes his mind, apologizes to Kaalu and both decide on an early marriage. While Kaalu is grateful that Sona's future in-laws are not taking any dowry, he decides to marry off his only sister in style and give a big party. The question remains - where will Kaalu get the money to host this reception? Written by rAjOo
10 سال پیش در تاریخ 1393/07/19 منتشر شده است.
232,148 بـار بازدید شده
... بیشتر